Bait Bazi Month of September, 2008

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

ek bekasii hai hijr ke maaro.n ke saath saath
TuuTaa hai meraa dil bhii sahaaro.n ke saath saath
jii bhar ke dekhane bhii na paaye the chhup gaye
armaa.N bhii hai.n udaas nazaaro.n ke saath saath


hamari jaan par dohra azaab hai mohsin
kay dekhna nahi hum ko sochna bhi hai

:halo: end wasnt “hay” , it was “thay” poor urdu ki padaash main aap say MOD ki position say resign kurnay ka mutalba kurtay hain hum

:stuck_out_tongue:
*

thhhhhhhhhhhh hay hi hai :snooty:

*yeh shayed aapka favorite shair hai, hur 2 month baad zaroor post ti hain. :p Yaqeen afraad ka sarmaya e tameer e millat hai Yehi quwwat hai jo surat gar e taqdeer e millat hai Tu raaz e kun fayakun hai apni AAnKHoN per ayaaN ho ja KHudi ka razdaan ho ja, kHuda ka tarjumaaN ho ja

ye kya kay har kisi say bayaa'n dil ki haltain karni
faraz tumjh ko na askeen muhabatin karni

is pe bhee kafi mahrbaan hain :)

Yey Din Bahaar Kay Ab Kay Bhee Raas Aa Na Sakay
Kaie Ghunchay Khil Tu Sakay Khil Kay Moskora Na Sakay

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

Yaqeen nahi tha k itnee karee saza de ga
Wo pair jo mujhay toofan mai aasra de ga

'' Alif''

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

Aey chashm-e-falak aey chshm-e-zameen hum log to phir anay k nahin
dou chaar gharri ka sapna haiin dou chaar gharri ka khwaab hain hum

Meem

mujhay yaad hi ye shair rahtay hain :blush:

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

mUhabbaton Ki Saza Be Misaal Dii Us Ney
Udaas Rehnay Ki Aadat Si Daal Dii Us Ney

"Yee"

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

Yehh aik lamhaa jo mansoob tairay hijr se haii
iss aik lamhe mein saddiyan guzar baithe hain

Noon

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

na rahaa junoon-e-rukh,e wafaa,ye rasan ye daar karogy kiyaa

jinhen jurm-e-ishq pay naaz thhaa, wo gunaahgaar chaly gay

ye

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

**Yeh Aur Baat Adalat hAi Be-Khabar .. Warna
Tamam Shehar Mein CharCha Meray Byaan Ka hAi

"Yee"**

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

ye baat zarf ki hay magar kissay kijyee


qatra bhi aajkal hay smandar banaa huaa


alif

Us Aakhri Nazar Mein Ajab dArd Tha "mUnir"
Jaaney Ka Us Key Rang mUjhey Umr Bhar Raha

"Alif"

aek halki si muskarahat sey
uss ney hal kar diyaa sawaaloN ko

wao''

Re: Bait Bazi Month of September, 2008

yaad rakhnaa hamaari turbat ko


qarz hay tum pay chaar phoolon kaa


alif

***Us Sey Miley tO zOam e Takalum Key Ba-wajOod***
***jO Soch Kar Gaye They wOhii Aksar NahieN Kaha***

****** "Alif"******<!-- google_ad_section_end -->

aap nay ghalat harf ka sher post kiyaa hy

edit karlen