re: Bait Bazi Month of September, 2008
Ye kia kay saansain ukher gain hai safar kay aaghaz hi main yaaron
Koi bhi thak ker na raastay main, nidhaal hoga yay tay hua tha........
"alif"
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Ye kia kay saansain ukher gain hai safar kay aaghaz hi main yaaron
Koi bhi thak ker na raastay main, nidhaal hoga yay tay hua tha........
"alif"
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Ikk ijtehaad ka pehlu zaroorr hai tujh mein
khushi huii taire na-waqt muskurane sayy
Yeh
Yahan manzar say pasmanzar tak hairaani hi hairaani hai
Kabhi asal ka bhaid nahi khulta, kabhi sacha khwab nahi hota
" Alif "
re: Bait Bazi Month of September, 2008
apni nazron men khud apny gham ki qeemat barh gai
aaj mujhko oski aankhon men nami achhi lagee.........!
ye
Yay thokaraiN hi sanbhalna tujhay sikha daiN gi
Qadam qadam pay saharooN ka mouN na daikha ker
" Ray "
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Ronaq bazm-e-zindagi! tarfa hain taire loug bhii..
ik tou kabhi na aaye the, gaye tou rooth kar gaye
Yeh
Yay aur baat kay gul ki tarha mehektay rahay
Wagarna ham bhi rakhtay thay mizaj kaanto ka
" Alif "
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Ab Neend Say Kaho hum Say Sulah Karlay FaraaZ !!
Woh Dor Chala Gaya Hay Jis Kay Li'ay Hum Jaaga Kartay Thay
Yay
Youn to hotay hain mohobbat main junooN k aasar
Or kuch log bhi deewana bana detay haiN
" Noon "
Naheen Woh Shakhs
** Muqad'daR **
Main' Phir Bhi Uss Say Miltay Hain FaraaZ
Barraa
Purlutf Lagta Hay
Muqad'daR
Ko Sazaa Daynaa
alif
Aaya hi tha khayal k aankhaiN chalak pareeN
Aansu kisi ki yaaaaad say kitnay qareeb thay
" Yay "
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Ye AUr Baat Ke Tum Se Gila Nahin Kertay
Malaal Kion Nahin Hota, Malaal Hota Hai
'Ye'
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Yaan lamha-e-hayaat bohat mukhtasirr haii dost
kia tum ko bataaun keh fasaanaa taweeel haii..
Yeh
Youn Lagay Dost Tayraa Mujh Say Khafaa Ho Jaanaa
Jis Tarah Phool Ka Khushboo Say Juda Ho Jaanaa
Youn Agar Ho Jahan Main Koi Kaafir Na Rahay
Mo'ajzaa Tayray Waa'day Ka Wafaa Ho Jaanaa
AliF
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Acha Khasa Bethay Bethay Gum Ho Jata Hoon
Abb Main Aksar Main Nahin Rehta, Tum Ho Jata Hoon
'Noon'
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Naa sataaish kii tamanna, naa sile kii parwahh..
gar nahin hain maire ashaar mein maa'ni na sahi
Yeh
re: Bait Bazi Month of September, 2008
yehi bohot hai k dil usko dhond laya hai
kisi kay saath hi sahi woh nazar to aya hai
karo shikayatain takta raho k piyar karon
gae bahar ki surat woh laut aya hay !!!
'yeh'
re: Bait Bazi Month of September, 2008
yahaan kissi ko kabhi hasb e aarzoo na milaa
kissi ko ham na mily or koi hamen naa milaa..
alif
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Aik weham hai ye duniya iss mein
kuch kho'o to kya aur pao to kya
Alif
re: Bait Bazi Month of September, 2008
Allah Karay Jahaan Ko Meri Yaad Bhool Jaye
Allah Karay Ke Tum Kabhi Aisa Na Ker Sako
'Wow'