Bait Bazi Month of May 2008

Re: Bait Bazi Month of May 2008

mehfil me reh ke bhe rahe tanhaeyo me ham
insan dhondate rahe parchaeyo me ham

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Main tujh ko DhooND DhooNd kar khud bhi kho gaya
tu kabhi is khulus se mujh ko talaash kar

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Rafta rafta rang laaya jazba-e-khamoshi-e-ishq
woh taghafull karrtay kartay imtihan tak aa gaye

yeh

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yaroo kahan Tak aur mohabbat nibahoin mai
du muj ku badd dua kai isa bhol jaoon mai

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yahi andaaz to bas unke sitam dhaate hain
Na wo rukte hain, na aane ki kasam khaate hain

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Na tha apni hi qismatt mein tuloo-e-meher ka jalwah
seher ho jaye gii shaam-e-ghareeban hum na honge

Yeh

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Youn Teri Tammana Mere Dil Ko Dukhaati Rahi
Jab Bhi Muskuraana Chahaa Aankh Bhar Aati Rahi

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Yadd hai abb Tak tuj sai bicharni kei andahri shamm
Tu Khamoosh Khara tha Laikin batian karta tha Kajal

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Lagta nahin hai dill maira ujre dayaar mein
keh do in hasraton se kahin aur ja basain

Noon

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Ab Aap Kis Liye Itne Mulawal Hote Hain
Diya Tha Ranjh To Kuch Sooch K Diya Hota

Re: Bait Bazi Month of May 2008

^ Ab edit karne ki baari aap ki hai :p

Re: Bait Bazi Month of May 2008

nighaahooN maiN shama tamana jala k taki hooN ghi tum b raahaiN kisi ki
kisi ne tu wada kia ho gha tum se kisi ne tumhaiN b rulaa'ya tu ho gha

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Aesi Tareekhian Ankhon Mein Basi Hain K “Faraz”
Raat To Raat Hain Hum Din Mein Jalate Hain Charaag

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Uffffff.. :smack:

Re: Bait Bazi Month of May 2008

^ ghane say postna tha na :grumpy:

Re: Bait Bazi Month of May 2008

sorry.. yeh kya hoo raha hain..
any ways.. u ppl carry on.. i am leaving for home..

Salaam

Re: Bait Bazi Month of May 2008

ye hujoom-e-na-muraadi, ghum-e-beshumar kab taq
terii baat ka bharosaa teraa intezaar tab tak

Re: Bait Bazi Month of May 2008

:(

Re: Bait Bazi Month of May 2008

aadam kaa jism jab ke anaasar se mil banaa
kuchh aag bach rahii thii so aashiq kaa dil banaa

Re: Bait Bazi Month of May 2008

Ghane se :konfused: …yaar mujhe nahin uss se postna aata, main tou haath se post-ti hon :teary2: