Re: Bait Bazi Month of May 2008
ye rut bhi guzar jaygi,husla rakhkho...............,,
khizan rakhhegi drakhton ko by samar kab tak
kaaf
Re: Bait Bazi Month of May 2008
ye rut bhi guzar jaygi,husla rakhkho...............,,
khizan rakhhegi drakhton ko by samar kab tak
kaaf
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Kis Kis Ki Zubaan Roknay Jaon Teri Khatir
Kis Kis Ki Tabahi Main Tera Haath Nahi Hai
'Ye'
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Ye Keh Ke Uss Ne Shajar Ko Tanay Se Kaat Dia
Ke Iss Shajar Main Kuch Tehniaan Purani Hain
'Noon'
Re: Bait Bazi Month of May 2008
najane konsa aasaib dil men basta hai
k jo bhi thehra akhir makan chor gaya
Re: Bait Bazi Month of May 2008
ummeed pursesh-e-ghm kissy kijye nasir
ju apny dil py guzarti hy koi kiya jany......
Re: Bait Bazi Month of May 2008
yun to pathar ki bhi badal sakti hen taqdeeren
shart ye hai k use dil se taraasha jae
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Yeh Husn Taira Yeh Ishq Maira
Rangeen Tu Hai Badnaam Sahee
Mujh Pur Tu Kai Ilzaam Lagay
Tujh Pur Bhee Koi Ilzaam Sahee
"Yeh"
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Yunhi faaslon ko sajaye rakh yehi intizaarr rehne de...
maire zehen-o-dil k sukon parr maira ikhtiyar rehne de
Maire dil ki atish-e-karb ko mairi rooh k jalte fishaar ko
kaii baar tuu ne bujha diya magar ab ki baar rehne de
Yeh
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Yahii Ouqaat hAi Meri Teray Jewan Mein K Main
kOii KamzOr Sa Lamha hOn bhUla Dey mUjh kO
Dekh Main hO Gya Badnaam KitaabOn Kii Trah
Meri TaSheer Na Kar Ab tO jAlla dO mUjh kO
wOa
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Woh shakhs khizaan rutt mein b mohtaat haii kitna
sukhay huve patton ko bikharrne nahinn daytaa...
Alif
Re: Bait Bazi Month of May 2008
aye dost hue bhi tou apne yun afsane mashoor hue
unwane muhabbat ban ker bhi hum dewane mashoor hue
"yeh"
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Yeh kis ne loot liye qaafilay sitaaron kayy..
seher ki taig to Amjad`abhi nayam mein thi
yeh
Re: Bait Bazi Month of May 2008
yaas ki narm si thokar,nashe kya kya utar deti hai **
**kaun marta hai maut ke hathon, zindagi aap maar deti hai.
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Yeh chara-gar bhala kaise maire iss marzz ko samjhain
main beemar-e-mohabbat hon, tum aa jao shafa ban k
yeh
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Yeh badgumaani hai kaisi qareeb hote huwe
*Woh saath chalne mein kuchh dooriyan bhi rakhta hai *
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Yunhi garr rota raha Ghalib` tou aey ehl-e-jahan
daikhna inn basstiyon ko tum k weeran ho gayiin
Noon
Re: Bait Bazi Month of May 2008
naqsh fariyadi hai kis ki shokhi-e-tehreer ka **
**kaghazi hai pairahan har paikar-e-tasveer ka
"alif"<!--/Text-->
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Aik saa rehta nahin aankh k mausam ka mizaaj
kabhi be-rutt b laga layti hain saawan aankhain
Noon
Re: Bait Bazi Month of May 2008
Is Zindagi Mein Itni Farghat Kisi Naseeb
Itna Na Yaad Aa K Tujhe Bhool Jaye Hum
Meem