Re: Bait Bazi... Month of March..2008
wo nay gily wo shikayaten,wo mazy mazy ki hikayaten.......
wo har aek baat py roothna,tumhen yaad hu k na yaad hu..!
,,wao,,
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
wo nay gily wo shikayaten,wo mazy mazy ki hikayaten.......
wo har aek baat py roothna,tumhen yaad hu k na yaad hu..!
,,wao,,
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
woh agar mil ker bicharta to koi baat bhi thi
ji ko paaya hi nahi usay khona kaisa
"alif"
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
nkami ye bet baazi kitny maah tak chalegi ? men samjhi thi bas march tak hogi.
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
Aey dil ki khalish chal yun hi sahi, chalta hon unki mehfil mein
uss waqtt mujhay chaunka dayna jab rang pe mehfil aa jaye
Yeh
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
woh agar mil ker bicharta to koi baat bhi thi ji ko paaya hi nahi usay khona kaisa
"alif"
ab kiyon dhondu wo chashme karam,huny dy sitam baalaay sitam
men chahta hon ae jazbay gham.mushkil pasy mushkil aa jaay....
ye
Re: Bait Bazi… Month of March..2008
Mairaa shairrr.. ![]()
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
Aey dil ki khalish chal yun hi sahi, chalta hon unki mehfil mein uss waqtt mujhay chaunka dayna jab rang pe mehfil aa jaye
Yeh
ye zara zara sy gunaah par hen tarha tarha k azaab kyon.?
jisay kar k mujhku saza na dy mujhy us khuda ki talashy hy.
,,ye,, :)
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
Yay zakhm-e-ishq hai koshish kero hara hi rahay
Kasak to na ja sakay gi ager yay bhar bhi gaya
" Alif "
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
Yay zakhm-e-ishq hai koshish kero hara hi rahay
Kasak to na ja sakay gi ager yay bhar bhi gaya
" Alif "
Aa bhi Jao Keh Zindagi Kam Hay *
*Tum Naheen Ho Tou Har Khushi Kam Hay *
*Vaada Kar Kay Yeh Kaun Aaya Naheen
Shaher Main Aaj Roshni Kam Hay
**
yay
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
ye sochti thi tera qurb kuch sukon degaa...,
odaasiyan hen k kuch aur barh gain milkar.
ray :)
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
Raaz Ro Ker Na Apna Bataya Karo
Muskura Ker Ghamo'n Ko Chhupaya Karo
'Wow'
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
Wohii kaarwaan wohii raastay wohii zindagii wohiii marrhalay...
magar apne apne maqaam pe kabhi tum nahin kabhi hum nahin
Noon
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
nahiN minnat kash-e-taab-e-shanidan daastaaN merii
Khaamoshi guftaguu hey, be-zubaanii hey zabaaN merii
ye dastuur-e-zabaaN bandii hey kaisi terii mahafil meiN
yahaaN tou baat karney ko tarastii hey zabaaN merii
Ye''
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
nahiN minnat kash-e-taab-e-shanidan daastaaN merii Khaamoshi guftaguu hey, be-zubaanii hey zabaaN merii ye dastuur-e-zabaaN bandii hey kaisi terii mahafil meiN yahaaN tou baat karney ko tarastii hey zabaaN merii
Ye''
Yeh Aarzoo Hee Rahee Koi Guftagu Kartay
Khud Apnee Aag Main Jaltay Jigar Laho kartay
Tayray Jamal Ka Partou Nigaah Main Hota *
*Kabhi Saba Say Kabhi **GUL* say Guftagu Kartay*
**
Yay
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
Yaad jab bhi aati hai apno ki,
Aankhon mein aansoo Aa jate hai,
Un aansoon se nikal kar koi bhichad na jaye aab hamse,
Isleye un Aansoon ko bhi hum pi jaya karte hai.
Alif
Re: Bait Bazi... Month of March..2008
ay dil ki khalish chal yon hi sahi chalta tu hon unki mehfil men
us waqt mujhy bhatka dena jab saamny manzil aa jayy...........
ye