Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yaad kar ke aur bhi takleef hoti thi Adeem`
Bhool janey ke siwaa ab koi chara na tha
Alif
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yaad kar ke aur bhi takleef hoti thi Adeem`
Bhool janey ke siwaa ab koi chara na tha
Alif
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Aisa Nahi Key Harf e dUa Be-Asar Gya
Kashti Ka dOobna Tha Key Paani Utar Gya
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Azal sayy baysimt jusstuju kaa safar haii darrrpaish paaniyoon ko
kisay khabar kis ko dhondta hai mairi tarehh raye'gaan samander
Ray
Re: Bait Bazi Month of July 2008
rUt Nay Meray CharOn Traf KheenChay Hisaar e Baam o Dar
Yeh Shehar Phir Meray Liye Zandaan hO Kar Reh Gya
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Aey dard bata kuch tu hi bata ab tak yeh muamma hal na huwaa
hum main hai dil-e-be'taab nihaa'n ya aap dil-e-be'taab hain hum
Meem
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Mera dArd Kaisey wO Janta Meri Baat Kaisey wO Maanta
wO tO KhUd Fana Key Safar Mein Tha Usey rOkna Bhi Ma'haal Tha
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Aankhein kholeen tou jaag utheen hasratein
usko b kho diya jisse paya tha khwaab mein
Noon
Re: Bait Bazi Month of July 2008
najaany kio mujhy mehsoos huta tha k tum mujhko
muhubbat k haseen raston py tanhaa chhor jaaogy
yee
Alif
Re: Bait Bazi Month of July 2008
aesa ojraa hy ummedon ka chaman tery baad
phool murjhaay baharon py khizaan chhai hay
yee
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh aaj raah bhool kayy aaye kidherr seyy aap...
yeh khwab main ne raat hi dekha tha khwab mein
Noon
Re: Bait Bazi Month of July 2008
nay andaaz,nay roop banaay meny..
aek chehry py kai roop sajaay meny..
yee
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh sabb kehne ki baatain hain hum unko chohr baithe hain
jabb aankhain chaar hoti hain murawwatt aa hee jaatii haiii
Yeh
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh Soch Kar Key Na hO Taaq Mein KhUshii kOii
GhamOn Kii Oat Mein KhUd Ko ChUpa liya Main Ney
**
**"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yaad hai seir-e-charaagaan Nasir`
dil k bujhne ka sabab yaad nahinn
Noon
**Na Jaaney Kitnii mUddat Sey hAi Dil Mein Amal jArii*
Zara Sii Thais Lagti hAi Zara Sa tOot jAata hAi*
Dil e NadaaN hUmari tO Namu Hii Na mUqamil Thi
**tO Khairat Kya jO Bantey Hii Irada tOot jAata hAi **
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Ye enayatein ghazab ki, ye bala ki meherbaaniyan
mairi khairyatt bhee poochii kissi aurr kiii zabaaniii
Yeh
Yeh WaSl Ka Be-Sabat mOusam jUdiayOun Ko Sadaien Dey Ga
**"HaSan" Zara dAir Zinda Rehney Key Baad Marna Bhe Seekh Lo Gey **
"Yee"<!-- google_ad_section_end --><!-- / message --><!-- sig -->
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh duniya hai yahan har kaam chalta hai saleeqe se
yahan pathar ko b laal-e-giraan kehna hee parta hai
Yeh
Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye kinaaron sy khelny waaly...
doob jaaen tu kiya tamasha ho
waao