Re: Bait Bazi Month of July 2008
Nikaala mUjh kO Jannet Sey Fraib e Zindgii Dey Kar
Diya Phir ShOuq Jannet Ka Yeh Hairaani Nahien jAatii
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Nikaala mUjh kO Jannet Sey Fraib e Zindgii Dey Kar
Diya Phir ShOuq Jannet Ka Yeh Hairaani Nahien jAatii
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye raaz-e-bahaar-e-gulshan hy,is raaz ko koi kiya samjhy...
phoolon ny rulaaya shabnam ko ya raatko shabnam khud roi
ye
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh umr bhar ka jaagna be-kaar hi na jaye
tuu na mila tou saari reyazatt fuzooll haii..
Yeh
Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye alag baat hy ta,meer na huny paaen
warna har zehn men kuch taaj mehel hoty hen
noon
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Nikala mujh ko jannat se faraib-e-zindagi de kar
diya phir shauq jannat ka yeh hairaani nahin jati
Yeh
Re: Bait Bazi Month of July 2008
ye dil tu toot gaya thaa duhaai kiya detaa
ghm-e-hayat ka rasta dikhai kiya detaa
alif
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Ab apni umrr mein unka shumaar kiaa karrnna
woh roz-o-shab jo najanay kahan guzaar diye
Yeh
Yaad Ki Jheel Mein Sab KashtiyaaN Jala Dena
Itna AasaaN Nahi lOgon kO BhUla Dena
"Alif"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Haq Baat Aakay Ke Ruk Se Gai Thi Kabhi Shakeeb
Chhalay Paray Huay Hain Abhi Tak Zubaan Per
'Ray'
Re: Bait Bazi Month of July 2008
rUkta Bhi Nahien Theek Sey Chalta Bhi Nahi hAi
Yeh Dil Key Teray Baad Sanbhalta Bhi Nahi hAi
iS Umr Key Sehra Sey Teri Yaad Ka Baadal
Talta Bhi Nahi Aur Barasta Bhi Nahien hAi
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
yaadon ki maez par koi tasweer chhur duu...
kab say hamaary zehen ka kamra odaas hy
ye
Re: Bait Bazi Month of July 2008
^^
Yeh Wafa Ki Sakht Raahien Yeh tUmharey Paaye Naazuk
Na lO Inteqaam mUjh Sey Meray Saath Saath Chal Key
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh zindagii barri ajeeb sii, kabhi gulzar si kabhi be-zar sii...
kabhi tofanon mein hain raste, kabhi manzilon ka pata nahin
Noon
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Na Jaaney Kaisi Hawa Chali hAi K Shehar Saara Badal Gya hAi
**Kisi Ki Aankhien Badal Gaii hAin Kisi Ka Chehra Badal Gya hAi **
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh kia huva k bharay aasmaan k aangan se
bicharr gaya' jo sitara hamaray naam ka thaa
Alif
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Aa Key Ab Tasleem Kar Lien tOo Nahi tO Main Sahii
**kOn Maaney Ga K hUm Mein Be-Wafa kOii Nahien **
"nOon"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Naye daur k naye khwab hain naye mausamon k gulab hainn..
yeh mohabbaton k charaag hain inhein nafraton ki hawa na de
Yeh
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yeh tO iK Lehar Mein Kuch Rang jhalak Aaye hAin
Abhi mUjh Mein hAi jO Darya Nahien Likha Main Ney
"Yee"
Re: Bait Bazi Month of July 2008
Yun to marne k liye zeher sabhi peete hain
zindagii taire liye zeherr piyaa haii main ne
Yeh
Yeh jO Gard Baad e Hyaat hAi kOii Is Ki Zad Sey BaCha Nahien
Teri Yaad kO Magar Aaj Tak Main RakhOn Sambhaal Sambhaal Key
"Yee"