Bait Bazi Month of July 2008

Re: Bait Bazi Month of July 2008

Aey dard bata kuch tu hi bata ab tak yeh muamma hal na huwaa
hum main hai dil-e-be'taab nihaa'n ya aap dil-e-be'taab hain hum

Meem