Ab aye meray ehsas-e-junooN kia mujhay dena Darya usay bakhsha hai to sehra mujhay dena Ek dard ka mela keh laga hai dil-o-jaaN maiN Ek rooh ki awaaz keh rasta mujhay dena
"Alif"