Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
![]()
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Apney Daaman ki HAwaoo'n se Bujha do Aa kar
ham kahee'n dil na Jala dein Gham-e-Doraa'n ke Liye<!-- google_ad_section_end -->
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ye Jo Dil Main Pheli Hain Khuahishain, Bari Chaah Se Baray Chao Se
Hain Nadi Kinaray Ki Bastiaan, Jo Na Bach Sakain Gi Katao Se
'Ye'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
hateable “YEH” ![]()
**Ye dil zaraa sa dil teri yaadoN mein kho gayaa
Zarrey ko aandhiyoN ka sahaara hai in dinoN **
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ye Jamal Kia, Ye Jalal Kia, Ye Urooj Kia, Ye Zawaal Kia
Wo Jo Pe'rr Jarr Se Ukhar Gaya, Usay Mausamon Ka Malaal Kia
'Alif'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
ab hai khushi ka gham na gham ki khushi mujhe
behis bana chuki hai buhat zindagi mujhe<!-- google_ad_section_end -->
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Yuun Uljhay Dunya Ke Dukh Main e'Sudh Hoker
Sab Jhootay Sachay Pyaar Gaye, Hum Haar Gaye
'Ye'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Yaad kar ke aur bhi taklif hoti thi Adeem`
bhool jaane k siva ab koi b chara na tha
Alif
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
aagaaz to hotaa hai anjaam nahin hota
jab meri kahani mein vo naam nahin hota
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ashaar Meray Yuun To Zamanay Ke Leay Hain
Kuch Sher Faqat Uss Ko Sunanay Ke Leay Hain
Ye Ilm Ka Sauda Ye Risalay Ye Kitabain
Ek Shakhs Ki Yaadon Ko Bhulanay Ke Leay Hain
'Noon'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Nikli hai rooh noor ki raftaar se bhi taiz
pal mein koi khala se b agay nikal gaya
Alif
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Apne Apne Be'wafaon Ne Humain Yakja Kia
Warna Main Tera Na Tha Aur Tuu Mera Na Tha
'Alif'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Aey dil! tujhe dushman ki b pehchan kahan hai
tu halka-e-yaaran mein bhi mohtaat rahaa karr
Rey
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Raah Main Lutt Ke Bethnay Waalo
Abb Kisi Ko Na Humsafar Kehna
'Alif'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Aey kaash tu b sunta kabhi aahaton ki goonj
tu bhi mairi tarah se kabhi dhoondta mujhay
Yeh
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ye He Taskeen Ki Surat Hai To Phir
Chaar Din Gham Ko Bhi Apna Dekho
'Wow'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
woh ke khushboo ki tarah phaila tha maire chaar suu
main usay mehsoos ker sakta tha chhu sakta na thaa
Alif
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Apne Haathon Ki Lakeeron Main Basa Le Mujh Ko
Main Hoon Tera Tuu Naseeb Apna Bana Le Mujh Ko
'Wow'
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Waqtt hii kuch judaii kaa itnaa taweel ho gayaa..
dil mein taire wisaal k jitne thay zakhm bhar gaye
Yeh
Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008
Ye Alag Baat Ke Gham Raas Hai Abb
Iss Main Andesha-e-Jaan Tha Pehlay
'Ye'