Bait Bazi ..month of Jan..2008

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

^ Tum hamesha tapka hi karro.. :smilestar:

Aap ki kyun nigah jhukti haii…
main ne shikwa abhi kiya to nahin

Noon

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Na Rehnuma'on Ki Majlis Main Le Chalo Mujh Ko
Main Bay'Adab Hoon Hansi Aagai To Kia Hoga

'Alif'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

@ shumaisa alif tha

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

late comers.. :ASA:

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Ab ke saal bhi likha mein ne us ke naam ka deebaacha
Mere zikar se khaali rakhay jis ne apnay baab tamaam
<!--IBF.ATTACHMENT_51640-->

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Manzil Manzil Dil Bhatkay Ga
Kash Tumhi ne Roka Hota

'Alif'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Ab mulaaqaat mein wo garmi_e_ jazbaat kahan
Ab tu rakhne wo mohabbat ka bharam aatay hein <!--IBF.ATTACHMENT_51701-->

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Na Dunya Na Aqba, Kahan Jaaeay
Kaheen Ehl-e-Dil Ka Thikana Bhi Hai

'Ye'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Yeh ishq-o-mohabbat ki riwayat bhi ajab hai
paana bhi nahin hai, usse khona b nahin hai

Yeh

:naraz:

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Ye Bhi Shayad Zindagi Ki Ek Adaa Hai Dosto
Jis Ko Saathi Mil Gaya Wo Aur Tanha Ho Gaya

'Alif'

PS: naraz nahi hotay na :$

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Abhi to khushk hai mausam barish ho to sochein ge
hum ne apnay armanon ko kis mitti sey bonaa haiii

Yeh

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

^ :naraz:
yaad aaOun gee tumjhEy achey dinOn ki sOorat

main mukammal tEri tanhaai na hOney dOon gee

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Ye Gham Nahi Ke Ujaalon Ne Saath Chhor Dia
Tera Khayaal Mujhe Roshni Dikhata Hai

'Ye'

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

:frowning: :frowning:

100ry 100ry yaar sachi se main bhool gai thi.. next time tum se pehle kar don gi.. :hugz:

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

:aq:

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

em waiting for the sher :ASA:

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Yeh sardiyon ka udaas mausam kay dharkanain barf hoo gai hain
jab unki yakh-bastagi parakhna tamaazatain bhi shumar karna
tum apni majbooriyon ke qissay zaroor likhna wazaahaton seyy...
jo mairi ankhon mein jal bujhi hain wo khvahishein b shumar karna

Alif

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Kia huva hai ?? ..mujhe isharon ki zaban nahin aati.. :emmy:

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

aansoo diye kisi nay kisi say milay fraib
hum dastras mein wasl kay mausam na kar sakay<!-- google_ad_section_end -->

Re: Bait Bazi ..month of Jan..2008

Yeh kanaat hai ataat hai kay chahat hai Faraz`
hum tou raazi hain wo jis hal mein jaisa rakhay

Yeh