Re: Bait Bazi -June 2014
*na haaraa hai ishq na duniyaa thakii hai *
**diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai
hey/ye**
Re: Bait Bazi -June 2014
*na haaraa hai ishq na duniyaa thakii hai *
**diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai
hey/ye**
Re: Bait Bazi -June 2014
Hym say Majbor ka ghussa bhi ajab badal hay
apnay he dil say uthay, apnay he dil par barsay
bay/yay
Re: Bait Bazi -June 2014
***Yeh kaun hai sar-e-saahil ke doobnay walay,
Samundaroon ki taho’n se ucchal ke dekhte hain,
hey/noon***
Re: Bait Bazi -June 2014
hy.alif
Re: Bait Bazi -June 2014
**Itni Umeden ab hum kabhi kisi Say na Rakhen gay
Dil ki Gehrai Se jisy bhi chaho wohi Magroor ho jaatay hain
hey/noon**
Re: Bait Bazi -June 2014
Hoi shaam aankhoon main bus gia tou
kahaN gia mairay shahar kay musafir tou
tay/vow
Re: Bait Bazi -June 2014
***Woh bewafa hi sahi aao us ko yaad karen,
Ke aik umar parri hai us ko bhulaaney ko..
kaaf/wao***
Re: Bait Bazi -June 2014
http://www.yadain.net/wp-content/uploads/2013/02/20130219-183145.jpg
tey.kaaf
Re: Bait Bazi -June 2014
Neend to aanay ko thi par dil pichlay qissay lay baitha
aab khud ko bay waqt sulanay main kuch waqt laga ga
gaaf/alif
Re: Bait Bazi -June 2014
Ab Aur Koi Arzoo Nahi Mere Dil Ki
**Paas Hai Saari Kainaat Yaa Tum Ho
hey/vao**
Re: Bait Bazi -June 2014
har ek shub mairi tazah azab mein guzri
tumhay ba'd tumharay he khawab main guzri
gaaf/yay
Re: Bait Bazi -June 2014
ye qafas he mujh ko azeez hai yahan g tu lun ga qarar se
mujhe ab chaman men na le chalo men dar rha hun bahar se...
seen/yay
Re: Bait Bazi -June 2014
yaaro mujhe masaluub karo tum ke mere baad
**shaayad ke tumhaaraa qad-o-qaamat nikal aaye
alif/ye**
Re: Bait Bazi -June 2014
hy/ye
Re: Bait Bazi -June 2014
*har manzil-e-hayaat se gum kar gayaa mujhe *
**mur mur ke raah mein vo teraa dekhanaa mujhe
meem/ye**
Re: Bait Bazi -June 2014
Mar kay jiye hum jiske liye
din raat ansoon hans k piye
ilzaam usne kiya kiya diya
khete bhi kiya hum chup reh gaiy
gaaf/yah
Re: Bait Bazi -June 2014
*ye kin nazaron se tum ne aaj dekhaa *
**ke teraa dekhanaa dekha naa jaaye
jeem/ye**
Re: Bait Bazi -June 2014
Jannay wally ko nah roko kah bharm rah jay
tum pukaro bhi to kub uss ko thahar jana hay
hay/yay
Re: Bait Bazi -June 2014
*haath chhuute bhii to rishte nahin chhoraa karate *
**vaqt kii shaakh se lamhen nahin toraa karate
kaaf/ye**