Bait Bazi -June 2014

Re: Bait Bazi -June 2014

Aisa Kabhi nah ho kah, palat kar nah aa sakooN
Har Baar Door Ja kay sadain mujhay nah Do

daal/vow

Re: Bait Bazi -June 2014

*dil mein Duubaa huaa jo nashtar hai *
**mere dil kii zubaan na ho jaaye

jeem/ye**

Re: Bait Bazi -June 2014

YouN he mosam key adaa daikh kar yaad aaya hay
kis qadar jald badal jatay hain insaan janaaN

Jeem/Noon

Re: Bait Bazi -June 2014

jab kabhii bolanaa vaqt par bolanaa
**muddaton bolanaa mukhtasar bolanaa

bey/alif**

Re: Bait Bazi -June 2014

Itna Ghafil to aandheon say koi raigistaan bhi nah hoga
Jitna Ghafil aaj ka insaan apnay rab key yaad say hay

hay/yay

Re: Bait Bazi -June 2014

Yeh Mohabbat bhi hai kia Rog 'Faraz',
Jisko bhoolay wo sada yaad aaya...!

aaya/ya

Re: Bait Bazi -June 2014

***Ehsaas nahin tha ke tanhaa hoon mein aaj kal,
Tu ne sawaal chairr kar achaa naheen kiya..

kaaf/alif***

Re: Bait Bazi -June 2014

**Ek hi shakhs par luta daitay hain jo zindagi apni
Aisay log ab kitaboo main mila kartay hain

hay/noon **

Re: Bait Bazi -June 2014

**haal-e-dil main ne jo duniyaa ko sunaanaa chaahaa
mujh ko har shakhs ne dil apanaa dikhaanaa chaahaa

chey/alif
**

Re: Bait Bazi -June 2014

chaand unn k liye haseeN hay buhat
HaaN jinhain koi ghum naheen

noon

Re: Bait Bazi -June 2014

Na Kamsin Hun, Na Nadaan Hun, Muhabbat Ko Samjhta Hun,
Tumhara Kya Bharosa Hai Mukar Jao Jawaan Ho Kr...

Re: Bait Bazi -June 2014

***Ronay se aur ishq mein be-baak ho gaye,
Dhoye gaye hum itney ke bass paak ho gaye..

gaaf/ye***

Re: Bait Bazi -June 2014

Gai rutooN ka suragh lay kar kahan say aaya kahan gia woh
Ajeeb Ajnabi tha Mujhay tou Hairan Kar Gia woh

vow/hay

Re: Bait Bazi -June 2014

wo doobte suraj ko dekhta hoga FARAZ
kash men b sham ka ik manzar hota...
hay/alif

Re: Bait Bazi -June 2014

wah
Hawa Thami Thi Zaroor Lekin…Bari Hi Muddat Guzar Chuki Thi…
Who Shaam Bhi Jaise Sisak Rahi Thi …K Zard Patton Ko Aandhion Ne…
Ajeeb Qissa Suna Diya Tha…K Jisko Sun Kar Tamaam Patte…
Sisak Rahe Thay Bilak Rahe Thay…

tay/hay

Re: Bait Bazi -June 2014

**ham ke thahare ajanabii itane madaaraaton ke baad
phir banenge aashnaa kitani mulaaqaaton ke baad

bey/daal**

Re: Bait Bazi -June 2014

Badal Jati hay Zindagi key Sachchai uss waqt
jub koi tumhara tumharay samnay tumhara naheen rahta

ray/alif

Re: Bait Bazi -June 2014

^ehsas nhai tha TANHA hun aj kal
tu ne sawal cher k acha nhai kia:sid:

kaaf/alif
apka shair perh k mujy aik shair yad aagay apna :cb:
lagta shoraigup shup me post kerna pary ga

Re: Bait Bazi -June 2014

kar dain shair :smack:
Ek Ishq ka gham-e-afat aur iss pah yah dil aafat
ya gham nah dia hota, ya dil nah dia hota

hay/alif

Re: Bait Bazi -June 2014

Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,
*
Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain*,

hey/noon