Bait bazi - january

Re: Bait bazi - january

terai naam ka kalma parhun
salam-e-ishq bhi tujhai mai karun
rehta tha tu jungloan mai kabhi
isi tarah ishq ka slogan mai banun!

Re: Bait bazi - january

Bura jo deikhan mein chala,bura na milya koi..
Jo mann khoja apna, tu mujhse bura na koi...

Kaaf/yey

Re: Bait bazi - january

**Kuch waqt ki rawani ne hamein youn badal diaa
Wafa per ab bhi qaim hain mgr muhabbat chor di hum ne

Noon/Yey**

Re: Bait bazi - january

*nekii badii ko apane kitanaa hii tuu chhupaaye *
**Allaah ko pataa hai Allaah jaanataa hai

hey/ye**

Re: Bait bazi - january

**Ho sake tou bhula dena sb ranjishein dil ki
Kon jany sanson ki mohlatein kahan tk hain

Hey/Noon**

Re: Bait bazi - january

na mere zakhm khile hain na teraa rang-e-hinaa
**mausam aaye hii nahin ab ke gulaabon waale

vao/ye**

Re: Bait bazi - january

Yunh Akele Main Use Ehd_E Wafa Yaad Aaey
Jaise Bande Ko Museebat Main Khuda Yaad Aaey

ye

Re: Bait bazi - january

Yeh tumse keh dis ne ke tum bin jee nahi saktay
Tum bin jee tau sakty hain tum bin mar nahi sakty

"Ye"

Re: Bait bazi - january

*yaksaan hai husn-o-ishq kii sarmastiyon kaa rang *
**un kii khabar unhein hai na apanii khabar mujhe

meem/ye**

Re: Bait bazi - january


یار ہے میر کا مگر گل سا!
کہ سحر نالہ کش ہے بلبل سا!

…ا…

Re: Bait bazi - january

is saadagii pe kaun na mar jaaye ai Khudaa
**larate haiN aur haath meN talawaar bhii nahin

noon**

Re: Bait bazi - january

**

Is sadgi pey kon na marr jaey aey Khuda
Kertey hain qatal, hath mein talwar bhi nahi**

Re: Bait bazi - january

**Na chairr qissa-e-ulfat, bri lambi kahani hai
Main zamaney se nae hara, kisi ki baat mani hai

Hey/Yey**