http://i0.wp.com/lovepoetry.pk/wp-content/uploads/2015/04/parviin-shakir.jpg?resize=401%2C279
Hey/Alif
http://i0.wp.com/lovepoetry.pk/wp-content/uploads/2015/04/parviin-shakir.jpg?resize=401%2C279
Hey/Alif
Re: Bait bazi - january
*jab kisii ne tumhaaraa naam liyaa *
**jaane kyuun mujh ko apanii yaad aaii
Alif/ye**
Re: Bait bazi - january
Uss say kaho tum aagay aagay mein peechay peechay. ![]()
Re: Bait bazi - january
*honthon pe aa rahaa hai koii naam baar baar *
**sannaaton kii tilism ko toregii aah phir
pey/rey**
Re: Bait bazi - january
Re: Bait bazi - january
na wo ankh he teri ankh thi, na wo khawb he tera khawb tha...
dil-e-mutazir tou ye kis liay,tera jaagna, usay bhool ja...
alif
Re: Bait bazi - january
Us Shaks Ko To Bicharrney Ka Saleeka Nahi,
Jatay Hoe Khud KO Mere Pass Chor Gaya …
Re: Bait bazi - january
ai aasmaan tere Khudaa kaa nahin hai Khauf
**Darate hain ai zameen tere aadamii se hum
hey/meem**
Re: Bait bazi - january
*ye aarazuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karate *
**ham aur bul_bul-e-betaab guftaguu karate
kaaf/ye**
Re: Bait bazi - january
http://www.myurduweb.com/images/design/kuch-is-tarah-se-gaya-dil-armaan-ali-urdu-poetry.jpg
Re: Bait bazi - january
**nahiiN naa-ummeed "Iqbal" apnii kisht-e-veeraaN se
zaraa nam ho yeh miTTii to baRii zarkhez hai, saaqii!
'SEEN' yaa 'YE' **se
Re: Bait bazi - january
kaaf/ye