Bait bazi - january

Re: Bait bazi - january

Re: Bait bazi - january

*hur manzil-e-hayaat se gum kar gayaa mujhe *
**mur mur ke raah mein vo teraa dekhanaa mujhe

meem/ye **

Re: Bait bazi - january

http://lovemasti.com/wp-content/uploads/2014/09/urdu-shayari-on-friendship-wafakadard-wafa-ka-dard-lovemasti-urdu-sad-poetry-photos-20.jpg

… ye …

Re: Bait bazi - january

*ye kyaa tilism hai ki terii jalvaagaah se *
**nazadiik aa sakuun na kahin duur jaa sakuun

seen/noon**

Re: Bait bazi - january

sunana chahta hon me haal-e-dil ik jumlay me.............
Bikhar jata hay wo jumla kbhi yuk-jaa nai hota......

Re: Bait bazi - january

**اُلفت کا جب مزا ہے کہ وہ بھی ہو بے قرار
دونوں طرف ہو آگ برابر لگی ہوئی​

… ye … **

Re: Bait bazi - january

ye adaa-e-beniyaazii tujhe bewafaa mubaarak
**magar aisii berukhii kyaa ki salaam tak na pahunche

pey/ye**

Re: Bait bazi - january

Re: Bait bazi - january

*main aarazuu-e-jaan likhuun yaa jaan-e-aarazuu *
**tuu hii bataade naaz se iimaan-e-aarazuu

alif/vao**

Re: Bait bazi - january

Kaaf…/ wao

Re: Bait bazi - january

kah rahaa hai dariyaa se samandar kaa sukoot
**jis kaa jitanaa zarf hai utanaa wo Khaamosh hai

hey/ye**

Re: Bait bazi - january

:stuck_out_tongue:

Re: Bait bazi - january

na mere zakhm khile hain na teraa rang-e-hinaa
**mausam aaye hii nahiin ab ke gulaabon waale

vao/ye**

Re: Bait bazi - january

wo daikh jheel may rehta hai jis-tarha mehtaab
tu meri jaan, meri jashm-e-ashkbar may reh

Hey

Re: Bait bazi - january

[urdu] … hay … [/urdu]


Restored attachments:

Re: Bait bazi - january

http://www.letsjoy.com/shayari-poetry/wp-content/uploads/2015/11/urdu-shayari-photos-3-300x234.jpg

Re: Bait bazi - january

*wo naalaa dil mein khas ke baraabar jagah na paaye *
**jis naale se shigaaf pare aaftaab mein

meem/noon **

Re: Bait bazi - january

Mera zikar parhney waley mera rasta na chun lein..
Sar e warq ye bhe likhna mujhey maat ho gai thi..

Tay/yey

Re: Bait bazi - january

*taqdeer ke chehare kii shikan dekh rahaa hoon *
**ainaa-e-haalaat hai duniyaa terii kyaa hai

hey/ye**

Re: Bait bazi - january

.