Bait Bazi (January 2015)

re: Bait Bazi (January 2015)

yaqeen khud ko bahar-haal dilaana hoga
hum musafir hain, yahan say humain jana hoga

he/alif

re: Bait Bazi (January 2015)

hum Dua likhtay rahay woh Dagha perhtay rahay

Ik Nuqtay nay Mehram say Mujrim bana diya

re: Bait Bazi (January 2015)

aa bhii jaao kii zindagii kam hai
tum nahii.n ho to har Khushii kam hai

hay/yah

re: Bait Bazi (January 2015)

hay showq aur zabt-e-showq main din raat kashmakash
dil mujh ko, main hun dil ko pareshaan kiye huway

he/ye

re: Bait Bazi (January 2015)

yeh baykhudee baywajah nahi Ghalib

kuch to hai jis ki parda daare hai

re: Bait Bazi (January 2015)

ya Rab na wo samjhey heiN na samjheiN ge meri baat
dey aur dil unko jo na dey mujh ko zubaaN aur

re: Bait Bazi (January 2015)

aap kii berukhii kaa shikavaa kyaa
**dil thaa naapaaidaar tuut gayaa

gaaf/alif**

re: Bait Bazi (January 2015)

aap hi bigaRta hay, aap man bhi jata hay
is guraiz pehlu ki ye ajeeb adat hay

he/ye

re: Bait Bazi (January 2015)

hain ghar kii muhaafiz merii dahakii huii aankhein
**main taaq mein rakh aayaa huun jalatii huii aankhein

alif/noon**

re: Bait Bazi (January 2015)

Us bewafa ka sheher hai aur hum hain dosto
Ashke rawan ki nehar hai aur hum hain dosto

daal/wao

re: Bait Bazi (January 2015)

*vo mujhase puuchhate hain ek maqasad merii hastii kaa *
**bataauun kyaa ki meraa mudd'aa yuun bhii hai aur yuun bhii

bey/ye**

re: Bait Bazi (January 2015)

Be sabab rooth k jany ki saza paye ga.
Tuu b tanhai mein dewar se takray ga

:frusty:

gaaf/alif

re: Bait Bazi (January 2015)

*andherii raat mein jub chaand khilane lagataa hai *
*tumhaare pyaar ke diipak jalaake rotaa huun *
*tumhaare aane kii jab aas jaane lagatii hai *
**main in chiraagon ko Khud hii bujhaa ke rotaa huun

hey/noon**

re: Bait Bazi (January 2015)

Hijr ki shab aur itni kali
oun aankhon mein kajal ho ga

gaaf/alif

re: Bait Bazi (January 2015)

*iltafaat samajhuun yaa berukhii kahuun is koh *
**rah gaii khalish bun kar us kii kamanigaahii bhii

bey/ye**

re: Bait Bazi (January 2015)

ye zindagi sanwarnay jaty ho mana tum
lakin kahiN bheeR main gum ho na jana tum

te/ye

re: Bait Bazi (January 2015)

*ye mujh se puuchhiye kyaa justajuu mein lazzat hai *
**fazaa-e-dahar mein tahaliil ho gayaa huun main

meem/noon**

re: Bait Bazi (January 2015)

nahi mere koi haqeeqat is k siwa ...ik toota hoa Ansoo.ik khwaab bikhra hoa. .

re: Bait Bazi (January 2015)

ab kisko btaain mila khaak main kya kya
kuch log samajhtay hain faqat ghar hi jala hay

re: Bait Bazi (January 2015)

*haal-e-ghum kah kah ke ghum barhaa baithe *
**teer maare the teer khaa baithe

bey/ye**