Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**vahii sipaah-e-sitam Khemaazan hai chaaron taraf
jo mere bakht mein thaa ab nasiib-e-shahar bhii hai

hey/ye**

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

***Ham na hote to kisi aur ke charche hote


Khalqat-e-shahar to kahane ko fasane maNge

meem/ye

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**merii misaal ki ik nakhl-e-khushk-e-saharaa huun
teraa Khayaal ki shaaKh-e-chaman kaa taair tuu

tey/vao**

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Wafaa Ke Baab Mein iLzaam-e-Aashiqui Na Lia
Ke Teri Baat Ki Aur Tera Naam Bhi Na Lia

laam/alif

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Ab waqat e Judai hai mujy Alvida keh do
Ab phir wo Tanhai hai mujy Alvida keh do

daal/wao

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

dost bun kar bhi nahin saath nibahne wala
wohi andaaz hai zalim ka zamane wala

wao/alif

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

azal se keh do ruk jai do ghari
suna hy aany ka wada nibha raha hy koe

kaaf/ye

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**ye zakhm hain un dinon kii yaaden
jab aap se dostii barii thii

tey/ye**

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Tu muhabbat se koi chaal to chal...
Haar jane ka hosla hai mujhay...

meem/ye

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

muntazir jin ke ham rahey tumho
mil gaye aur hamsafar shaayad

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**dukh fasaanaa nahin ke tujh se kahen
dil bhii maanaa nahin ke tujh se kahen

kaaf/noon**

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

https://fbcdn-sphotos-f-a.akamaihd.net/hphotos-ak-frc3/t1/1510801_456437651124481_1627700463_n.jpg

gaaf.ye

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Yoon Dil Mein Hai Teri Yaad Jaise
Weerane Mein Aag Jal Rahi Hai,

hey/ye

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**ye qurb kyaa hai ke tuu saamane hai aur hamein
shumaar abhii se judaaii kii sa'aten karanii

kaaf/ye**

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Kash TU Bhi Meri Aavaaz Sunta Ho
Phir Pukara Hai Tujhe Dil Ki Sadaa Ne Mere

meem/ye

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**main asiir apane gazaal kaa main faqiir dasht-e-visaal kaa
jo hiran ko baandh ke le gayaa vo subuk_tagiin koii aur hai

hey/ye**

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Ho Chala Tha Jab Bhi Mujh Ko Ikhtilaaf Apnay Aap Se
TU Ne Kis Gharri Zaalim Meri Hamnawaayi Ki ?

kaaf/ye

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**kyaa Khabar thi ai nigaar-e-sher tere ishq mein
dil_baraan-e-shahar ke dil_daar ban jaayenge ham

hey/meem**

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

Meri Zabaa.n Ki Luknat Se Badgumaa.n Na Ho
Jo TU Kahay Tou Tujhe Umer Bhar Miluun Bhi Nahi

noon/

Re: Bait Bazi - January 2014 (Ahmed Faraz Ashaar only)

**nashe se kahuun to nahin yaad-e-yaar kaa aalam
ke le uraa hai koii dosh par havaa ke mujhe

meem/ye**