Bait Bazi-II 2006

Re: Bait Bazi-II 2006

Woh havaaon kee tarah Khaanaa-bajaan phirta hai
Aik jhonkaa hai jo aaye gaa, guzar jaaye gaa
Aakharish woh bhee kaheen rait pe baithee ho gee
Teraa yeh pyaar bhee dariyaa hai utar jaaye gaa

"Alif"