Re: Bait Bazi - February
ye sheeshay'ye sapnay'ye rishtay'ye dhagay
kisay kiya khabar hai kaha toot jaein
mohabbat ke daryaa mai tinkay wafa ke
najaanay ye kis moar par dhoob jaein
Re: Bait Bazi - February
ye sheeshay'ye sapnay'ye rishtay'ye dhagay
kisay kiya khabar hai kaha toot jaein
mohabbat ke daryaa mai tinkay wafa ke
najaanay ye kis moar par dhoob jaein
Re: Bait Bazi - February
Na Mohabbat, Na Dosti,
Humein Kuch Raas Nahi
"yaaron"
Sub Badal Jatey Hain,
Humarey Dil Mein Jaga Bananey K Baad.
Re: Bait Bazi - February
Dil K Lutney Ka Sabab Poch Rahey Ho Mujh Say
Is Qissay May Kia Rakha Hai, Ye Kahani Phir Sahi
"ye"
Re: Bait Bazi - February
.
Re: Bait Bazi - February
Ye ham ne kab kaha waada hai aap ka jhoota
Ye kyuN qasam pe qasam aap khaaye jaate hain
Re: Bait Bazi - February
***Yun daikhtey rehna usey acha nahi Muhsin *
**Woh kaanch ka paiker hai to pathar teri Aankhain
alif/ye****
Re: Bait Bazi - February
.
Re: Bait Bazi - February
na shikayatan na sawal hai, koi asra na malal hai
teri berukhi bhi kamal thy, mera zabt bhi kamal hai
Re: Bait Bazi - February
**hamein pukaar lo jab chaaho ham milenge vahin
mile hain Khaak mein lekin vaqaar baaqii hai
hey/ye**
Re: Bait Bazi - February
Yaad kiya aayi keh roshan ho gaye aansoo kay ghar
JungaloN meiN shaam utri jal uthay jugnoo kay ghar
Re: Bait Bazi - February
rukay to koh.e. giraan they ham chale to jaan se guzar gae
rah-e-yaar ham ne qadam qadam tujhe yaadgar bana dia
Re: Bait Bazi - February
<!--[if gte mso 9]>
aur umer bher na jayee kaheen
aao kuch deer ro hi leein NASIR
phir yeh dariya uter na jaye kaheen
Re: Bait Bazi - February
Kitab e dil me bhi rakha to taazgi na gai
terey khayal ka paiker gulab jaisa tha.
Re: Bait Bazi - February
.
Re: Bait Bazi - February
*Marney Ke Baad Bhi Meri Aankheh Khuli Raheen
Aadat Parri huwi Thi teray Intezaar Ki*
Re: Bait Bazi - February
.
Re: Bait Bazi - February
na tha kuch to Khuda tha, kuch na hota to Khuda hota
duboya mujhko hone ne, na hota mein to kya hota
Re: Bait Bazi - February
.
Re: Bait Bazi - February
:halo:
Re: Bait Bazi - February
*Yunh khoye tairi yaad mein khudh ko bhula diya
jaisey kay hum ko khudh sey koi waasta naa ho
*