Re: Bait Bazi - February
aa chaandanii bhii merii tarah jaag rahii hay..
palakoN pe sitaaroN ko liye raat khaRii hay..
'he' ye'
Re: Bait Bazi - February
aa chaandanii bhii merii tarah jaag rahii hay..
palakoN pe sitaaroN ko liye raat khaRii hay..
'he' ye'
Re: Bait Bazi - February
*Hoti hai baRi zalim, yaktarfa muhabbat bhe...
wo yaad to aaty hain, par yaad nahi karty... *
Re: Bait Bazi - February
Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay
laam/yah
Re: Bait Bazi - February
Lakh dori ho mager ahed nibhatay rehna,
jab bhe ho Barish mera soug manatay rehna,
tum gaye ho tou ser e sham ye adut thehri,
bas kinaray pe kharay hath hilatay rehna,
Re: Bait Bazi - February
aaj to be sabab udaas ha jee
ishq hota to koi baat bhi thi
Re: Bait Bazi - February
.
Re: Bait Bazi - February
Lakh dori ho mager ahed nibhatay rehna, jab bhe ho Barish mera soug manatay rehna,
tum gaye ho tou ser e sham ye adut thehri, bas kinaray pe kharay hath milatay rehna,
isn't Hilatay?
Re: Bait Bazi - February
isn't Hilatay?
Yes its Hillatay rahna
Re: Bait Bazi - February
ji hilaltay e tha ![]()
Re: Bait Bazi - February
Main samjha Husband apni bibi kay janay key khushi main rooz Malah say aa kar hath milata hay ![]()
Re: Bait Bazi - February
kitna shouq hay aap ko shadi ka ![]()
PS: stick to … . . ..
Re: Bait Bazi - February
kitna shouq hay aap ko shadi ka :@:
PS: stick to ... . . ..
shoro may shouq he hota hai... shock to baad may hota hai
Re: Bait Bazi - February
![]()
keon IS bhai aap agree kartay hain iss say
aap ko recently experience howa hay ![]()
Re: Bait Bazi - February
Yeh Bhi Darust Hai k Main Tujh Ko Bhula Chuka
Yeh Bhi Ghalat Nahi K Meri Zindagi Hai Tu
tay / wow
Re: Bait Bazi - February
.
Re: Bait Bazi - February
<!--[if gte mso 9]>
jinhhaiN jurm e ishq pe naaz thaa , voh gunaah gaar chale gae.
Re: Bait Bazi - February
http://img205.imageshack.us/img205/8879/0425ca92822045afadd1e7d.png
Re: Bait Bazi - February
Agar ehsaas ho toh mohabat ko kar lo mehsoos..
Yeh woh Jazba hai jo Lafzon mein samjhaya nahi jata
'jeem' alif'
Re: Bait Bazi - February
***Aaj palkon kee munderon pey bohat ronaq hai *
**dekh sakte ho toh ashkon ka charagan dekho
daal/vao****
Re: Bait Bazi - February
Woh samandar hay to phir rooh ko shadaab karay
Tishnagi kiyon mujhay dayta hay sarboon ki tarha
'toyen' alif'