Bait Bazi (February 2015)

:salam:

Uss Ko Jawab Dainay Key Mujhay Hay KeoN Jaldi
Jiss Nay Kia Sawal Bari MudatooN Kay Ba’d

bay/daal

Re: Bait Bazi (February 2015)

*baad muddat unhe.n dekh kar yuun lagaa *
**jaise betaab dil ko qaraar aa gaya

gaaf/alif**

Re: Bait Bazi (February 2015)

***Ikhlaas ki jaagir ko hum ahl_e_mohabbat
taqseem tu kar daytay hein, becha nahi kartay...

kaaf/ye***

Re: Bait Bazi (February 2015)

koe orr kam somp do mujhko :teary1: yi kiyya :snooty:
tujhko sochna orr… … ..sochty hi rehna:snooty:

ray/alif

Re: Bait Bazi (February 2015)

aaj to vo bhii kuchh Khaamosh saa thaa
mai.n ne bhii us se ko_ii baat na kii

kaaf/yey

Re: Bait Bazi (February 2015)

*kaare badarvaa aaye chaaii udaasii *
**bhigii bhigii palaken hain pyaar kii pyaasii

pey/ye **

Re: Bait Bazi (February 2015)

yaar thaa gul_zaar thaa baad-e-sabaa thii mai.n na thaa
laayaq-e-paa-bos-e-jaa.N kyaa hinaa thii mai.n na thaa

tay/alif

Re: Bait Bazi (February 2015)

ankhoon ko intezaar kay lamhaat saunp ker
neendeen bhi koi lay gaya apney safar k saath

seen/hay

Re: Bait Bazi (February 2015)

***Sitam tau yeh hai ke woh bhi na ban saka apna
Qubool hum ne keye jis ke gham khushi ki tarah ...

tey/hey


Re: Bait Bazi (February 2015)

http://hungamaplus.com/wp-content/uploads/2013/06/urdu_poetry_09.jpg

**
kaaf/alif**

Re: Bait Bazi (February 2015)

kabhi mujh ko saath lekar kabhi mere sath chal kar
wo badal gaya achaanak meri zindagi badal kar

kaaf/ray

Re: Bait Bazi (February 2015)

ka'be kii hai havas kabhii kuu-e-butaaN kii hai
**
mujh ko Khabar nahiiN merii miTTii kahaaN kii hai**

HE yaa YE se

Re: Bait Bazi (February 2015)

hum ko acha nahee lagta koi bhi hum-naam taira
koi tujh sa ho tu phir naam bhi tujh sa rakhey

ray/yee

Re: Bait Bazi (February 2015)

*rasm-e-ulfat sikhaa gayaa koi *
*dil kii duniyaa pe chhaa gayaa koi *
*taa qayaamat kisii tarah na bujhe *
**aag aisii lagaa gayaa koi

kaaf/ye **

Re: Bait Bazi (February 2015)

hayee hayee Ehsan bhai.....

Karam ki lay bhi ho jis main, khools bhi
mujh ko ghazab ka pyar hai is dushmani k saath

seen/hay

Re: Bait Bazi (February 2015)

saadagii par us kii mar jaane kii hasrat dil meN hai
bas nahiiN chaltaa k phir Khanjar kaf-e-qaatil meN hai

chhoTii HE yaa YE se

Re: Bait Bazi (February 2015)

Youn hi tu nahi ishq main sar mast howey hum
Eik rooh meri rooh main tehleel hoie hai

hay/yee

Re: Bait Bazi (February 2015)

**yaa rab! Gham-e-hijraaN meN itnaa to kiyaa hotaa
jo haath jigar pe hai vo dast-e-du'aa hotaa

**chhoTii HE yaa ALIF se

Re: Bait Bazi (February 2015)

Ansoon bhi aab meri ankh k khushk ho gaeey
Tu nay merey khaloos ki qaeemat bhi cheen li

laam/yee

Re: Bait Bazi (February 2015)

^ waah...aNsoo asaasa hai! :)
**
lutf vo ishq meN paaye haiN k jii jaantaa hai
***ranj bhii itne uThaaye haiN k jii jaantaa hai
*

chhoTii HE yaa YE se