Re: Bait Bazi----August 2007
Yuun Aur Bhi Haseen Ho Jaye
Wo Ger Udaas Ho Bethay
'Ye'
Re: Bait Bazi----August 2007
Yuun Aur Bhi Haseen Ho Jaye
Wo Ger Udaas Ho Bethay
'Ye'
Re: Bait Bazi----August 2007
*YaadoN ka ek jhonka aaya hum se milnayy barsoN baad
ittna roye pehle na thayy jitna roye barso`N baad
*
~daal~
Re: Bait Bazi----August 2007
deyaar-e-noor main teera shaboon ka saathi ho
koi to ho jo meray ratjagoon ka saathi ho
wao
Re: Bait Bazi----August 2007
*
wohii manzilieN, wohii marhalayy, wohii karwaaN, wohii raastayy
mgr apne apne muQaam per, kabhii hum nahii , kabhii tum nahii *
~yeh~
Re: Bait Bazi----August 2007
yaad us ki itni khoob nahin hai baqool meer
laikin usay bhula ke bhi acha nahin kiya
Alif
Re: Bait Bazi----August 2007
Iss Baar Jo Eendhan Ke Leay Kat Ke Gira Hai
Chiryon Ko Bara Pyar Tha Uss Boorhay Shajar Se
'Ye'
Re: Bait Bazi----August 2007
yahi hai na tumhain hum se bichar jane ki jaldi hai
kabhi milna tumharay mas'alay ka hal nikalain ge
ye
Re: Bait Bazi----August 2007
Ye Jo Raat Din Ka Hai Khel Sa Isay Dekh Is Pe Yaqeen Na Ker
Nahi Akss Koi Bhi Mustaqil Sir-e-Ayena Usay Bhool Ja
'Alif'
Re: Bait Bazi----August 2007
*is baar tu barishieN ruktii nahii hien dosto peye k saaray mosum rou parayy *
hum ne kia aansoo
~yeh~
Re: Bait Bazi----August 2007
Ya'Rub Dil-e-Muslim Ko Wo Zinda Tamanna De
Jo Qalb Ko Garma De Jo Rooh Ko Tarpa De
'Ye'
Re: Bait Bazi----August 2007
Yun tou pathar ki bhi taqdeer badal sakti hai
sharrt yeh hai ke ussey dil se tarasha jaye..
Yeh
Re: Bait Bazi----August 2007
Ye Ilm Ka Sauda Ye Risalay Ye Kitabain
Ek Shakhs Ki Yaadon Ko Bhulanay Ke Leay Hain
'Noon'
Re: Bait Bazi----August 2007
Na muhabbaton ka hisab tha na adawaton ka shumar tha
kabhi zaat usski azaab thi kabhii rooh ka woh qaraar tha
Alif
Re: Bait Bazi----August 2007
Ager-chay Pur-Shikasta Hoon Magar Chiryon Se Keh Dena
Uraan Oonchi Hua Kerti Hai Perr Oonchay Nahi Hotay
'Ye'
Re: Bait Bazi----August 2007
Yeh taire rooth k jaanay ka Nateeja tou nahin...
harr khushi mujh se gureizan kabhi aisi to na thi
Yeh
Re: Bait Bazi----August 2007
Youn ghalat to nahi chehroon ka tasur bhi mager
Log vaisay bhi nahi'n jaisay nazer aatay hain
" Noon "
Re: Bait Bazi----August 2007
na milta naqad jaa'N dey k bhi ik lamha mohabat ka
gaRaa'N tha is qadaR soda hum bazaaR choR aa'ey
"ye"
Re: Bait Bazi----August 2007
Ye duniya Behshat-e-Bareen na ban jaye Adam`
agarr insaan ko insaan ka khayaall rahay...
Yeh
Re: Bait Bazi----August 2007
***ye kia bicharne ki shaam hote hi apne qadmon pe lot anaa,
kabhi jo lamba safar hoa to muhabbaton ka pata chale ga !
-alif-
Re: Bait Bazi----August 2007
Aankh say aankh mila baat banata kuen hai
Tu ager mujh say khafa hai to chupata kuen hai
Ghair lagta hai na apnoon ki trha milta hai
Tu zamanay ki trha mujh ko satata kuen hai
** " Yay "**