Re: Bait Bazi - April
*lab pe aatii hai duaa banake tamannaa merii *
**zindagii shammaa kii surat ho Khudaayaa merii
meem/ye **
Re: Bait Bazi - April
*lab pe aatii hai duaa banake tamannaa merii *
**zindagii shammaa kii surat ho Khudaayaa merii
meem/ye **
Re: Bait Bazi - April
daal/alif
Re: Bait Bazi - April
dil-e-nadan tujhay hua kya hai,
akhir is dard ki dawa kya hai?
hum ko hai unsay wafa ki umeed,
jo nahi jantay, wafa kya hai
hay/ye
Re: Bait Bazi - April
Ye tujh ko jagty rehne ka shauq kabse hua,
Mujh ko to kher tera intizaar karna hai..![]()
HEY/YEH
Re: Bait Bazi - April
Hum sehel-talab kon se farhaad they lekin. .
Ab sheher mein tere, koi hum sa kahan?
kaaf/noon