Bait Bazi - April 2012

Re: Bait Bazi - April 2012

afvaah thii ki merii tabiyat kharaab hai
logoN ne puuchh puuchh ke biimaar kar diyaa

Daal / Alif

Re: Bait Bazi - April 2012

:bizz: :rotfl:

Re: Bait Bazi - April 2012

Dil ka Aalam Hai Aik Darya Sa
Do kinaron Me Dard Behta Hai.

Re: Bait Bazi - April 2012

Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte
**Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte

**
Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer ‘Ashiqe’ Ki
**Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte

kaaf/ye**

Re: Bait Bazi - April 2012

kahaaN kii dostii kin dostoN kii baat karte ho
miyaaN dushman nahiiN miltaa koii ab to Thikaane ka

Re: Bait Bazi - April 2012

Andekha Anjaana Bachpan
**Yaad Mujhey Jab Aata Hay

**
Kuch Pal Mujhey Hansata Hay
**Per Har Pal Mujhey Rulata Hay

hey/ye**

Re: Bait Bazi - April 2012

Yeh sach hai ke nahin marta koi judai main
Magar khuda kisi ko kisi se juda na karay

Kaaf / Ye

Re: Bait Bazi - April 2012

Kabhi Hum Ko Dhokha Diya Tha Tumne Ishq Mein
**Kaise Tum Mere Janaze Mein Shamil Hogayi

**
Jab Poocha Logo Ne Ki Mera Tumse Rishta Kya Tha
**Aankhe Num Ker Humko Apna Pyar Tum Keh Gayi

gaaf/ye**

Re: Bait Bazi - April 2012

yehi nahi ke mujhe jeenay ki khuwahish hae
mein tere wastay khud ko bhi haar sakta hun

mujhey yaqeen to nahi magar yehi sach hae
mein tere wastay umrain guzar sakta hun

Re: Bait Bazi - April 2012

Garmi-e-hasrat-e-nakaam say jal jaatey hain.
Hum charaghon ki tarhan shaam say jal jaatey hain

Jab bhi aata hai tera naam mere naam ke saath
jaane kyon log mere naam se jal jaate hain :aj:

Hey / Noon

Re: Bait Bazi - April 2012

change karain zara shabash :sannan:

Re: Bait Bazi - April 2012

:emmy: pehle maine post kia tha.. aap to kabhi ae haqeeqat e muntazir post kar rahe the :sannan:

Re: Bait Bazi - April 2012

Naa Chain Hai Naa Karaar Hai
Suna Suna Sa Hai Sab, Sab Kuch Viran Hai
Ek Ajab Si Kasmakash Mein Hun
**Sab Kuch Hai Pass Merey Phir Bhi Akela Hun

hey/noon**

Re: Bait Bazi - April 2012

haalat use dil kii na dikhaai, na bayaaN kii
Khair usne na kii baat, to hamne bhii kahaaN kii

hue mahruumiyoN ke jab ham aadii
to us zaalim ne chilman hi haTaa dii

Re: Bait Bazi - April 2012

daam-ey khial-ey yar k ese aser ham hue
tabaa ba tabaa dil ba dil meher ba mehr khu ba khu

khey/wao

Re: Bait Bazi - April 2012

Khamoshi ka hasil bhi ek lambi si khamoshi hai,
Unki baat suni bhi Humne Apni baat sunayi bhi..

Re: Bait Bazi - April 2012

Barbaad Ho Gaye Thay Hum Duniya Ne Yun Humko Sataya Tha
**Har Ek Mod Pe Hum Girte The Kisi Ne Bhi Na Humko Uthaya Tha

thay/alif**

Re: Bait Bazi - April 2012

Apnee mitti pay chalney ka saleeqa seekhoo
Sang-e-marmar pay chalo gay to phesal jao gay

:barbie:

Re: Bait Bazi - April 2012

yunhi mar mar k ge,en waqt guzare jaaen
zindagi ham tere hathon se na mare ja,en

jeem/noon

Re: Bait Bazi - April 2012

jin pe luTaa chukaa thaa maiN dunyaa ki daulateN
un vaarisoN ne mujhko kafan naap kar diyaa :crying:

Daal / alif