Re: Bait Bazi — Personal Edition
Yeh intizaar ha tera ke Waqt kAAtay nahi kattay
Ya waqt yun kat gaya, ke Lamhe MAH-O-SAAL hogaye
Next 'YEH'
I hope Amal ki baat par AMAL karnay par AMAL saheb ko Shikayat na ho kai mainay SAHI sai AMAL nahi kia,, mainay kaafi koshish kii aur 20 sec sai phele hi sher bana lia, QAAFIA mila kay..