Re: Bait Bazi — Personal Edition
**fara baji,..... patha nahi app baji hu ya bhiya ,,, kia ya foul nahi **
ya meri rooh ki manzar(eis sy apki shaar ka kia matlab bana,,,,, yani ky ya koch bay sar-O-pa nahi howa) ya ki may nahi samja plz bura na manyai ga
may abi niya niya ho naaaaa,,, tu ap sy siknai ki khatir poch raha hu
Raat hothi wooh saab yaad athy hain
sar-e-rah ju saat choor jathy hain