Re: Bait Bazi — Personal Edition
**Na janay mein nay tumsay kia kaha tha..
Na janay tumnay mujhsay kia sunna tha...
Wu lamha aaj bhee zinda hay mujh mein
Teri chahat ka der jub bund huwa tha..
Yeh shamein aab bhee usko khojti hein..
Tal'uk tore ker ju murr gaya tha..
Meri sansoon ka chalna mas'ala hay
Teri ulfat ka shayd, yeh sila tha...
Next 'Alif'...
**