Bait Baazi — Personal Edition

Re: Bait Baazi — Personal Edition

**
waah, waah, waah! mashaa Allah bahot Khoob :slight_smile:

ulfat ke chaman kii yaadoN ko aabaad sadaa rakhne ke liye
kaaNToN ko bhii ham phooloN kii taraH seene se lagaayaa karte haiN!

NOON se**