Bait Baazi New Edition

Re: Bait Baazi New Edition

Karns per sajaa howa guldaan
Or uss main phool nargis ka

"phir mujhay teri yaad ayee hay"

Re: Bait Baazi New Edition

Kab Unki Palkoo'n Say Izhaar Hoga

Dil K Kissi konay Main Humaray Li'ay Pyar Hoga

Guzar rahee'n Hain Raatain Unki Yaad Main

Kabhi Tou Unko Bhi Humara Intizaar Hoga

Re: Bait Baazi New Edition

abr-e-bahaar ne...
phool ka chehraa
apne banafshii haath mein lekar **
*aisay *
pyaar ***say choomaa...*
phool ke saare dukh
Khushboo ban kar bah nikale hain...

Re: Bait Baazi New Edition

Hum Ne Kaanto'n Ko Bhi Narmi Se Chhua Hai Aksar
Log Be'Dard Hain, Phoolon Ko Masal Detay Hain