Re: Bait Baazi New Edition
Wo mujhay chorr ke jis aadmi k paas gaya
Barabri ka bhi hota to saber aa jata
Re: Bait Baazi New Edition
Wo mujhay chorr ke jis aadmi k paas gaya
Barabri ka bhi hota to saber aa jata
Re: Bait Baazi New Edition
Darya wafaoon ka kabhi rukta nahi
Muhabbat mein insan kabhi jhukta nahi
Khamosh hein hum un ki khushi kay liye
Aur **Wo **Samaj bethy hein k dil humara Dhukhta nahi
Re: Bait Baazi New Edition
Wo Mujhe Ko Chhor Gaya To Mujhe Yakeen Aaya
Koi Bhi Shakhs Zaruri Nahin Kisi Ke Leay
Re: Bait Baazi New Edition
Kabhi Kabhi To Ro Parti Hein Younhi Aankhein
Udaas Honay Ka Koi Sabab Nahi Hota
Mein Apny Dil Ko Ye Baat Kesy Samjaun
K Kisi Ko Chahnay Se** Koi **Apna Nahi Hota
Re: Bait Baazi New Edition
aankh se dur na ho dil se utar jaayegaa
vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa
itanaa maanus na ho Khilvat-e-gham se apani
tu kabhi Khud ko bhi dekhegaa to Dar jaayegaa
"alif"
Re: Bait Baazi New Edition
Wo Janta **Hai **Kay Mujh Se Sabar Nahi Ho Ga
Wo Mery Dard Se To Bekhabar Nahi Ho ga
Mein Doo Kadam Jo Chaloon To Dil Pukaar Uthta Hai
KaY Tera Sath NA Ho To Safar Nahi Hoga
Re: Bait Baazi New Edition
Pehle meri Rug Rug Se Lahu Nichora Uss Ne
Phir Wo Kehta Hai Ke Rangat He Teri Peeli Hai
Re: Bait Baazi New Edition
Dil hee tu hey na sung o khisht dard se bhar na aaey kiyun
Roain gey hum tu zaar zaar, koi humay sataey kiyun!
Re: Bait Baazi New Edition
Pehlay aati thi haal-e-DIL pe hansi
Ab kisi baat pe nhii aataii
Re: Bait Baazi New Edition
*yak-ba-yak le uThaa hamaraa naam
jii me.n kyaa us ke aa gayaa hogaa
*
Re: Bait Baazi New Edition
kantoo ke chuban paye phoolo ka maza bhe
dil dard kay musam mai roya bhe hasa bhe
Re: Bait Baazi New Edition
Yaad kia dast e huner hai, k sanwarta gaya main
Os ko socha tu osay yaad hee kerta gaya main..
Next word ** "N"**
Re: Bait Baazi New Edition
Teri Bewafae Pe Fida Hoti Hai Jaan Meri FARAZ
Khuda Jany Tujh Mein Wafa Hoti To Kya Hota
Re: Bait Baazi New Edition
Roz subha khud say aik waada kartay hain **
*Tujhay iss dil say bhulanay ka irada kartay hain *
*Apni he baat say mukkarr jatay hain maloom nahi kyoun *
**Bheegti ankhon ko khuwab tornay keliye amaadah kartay hain
<!-- google_ad_section_end -->
Re: Bait Baazi New Edition
WAADA to kar lete hain
nibahana bhool jaate hai
laga kar aag seene me
bhujana bhool jaate hain
Re: Bait Baazi New Edition
WAADA to kar lete hain nibahana** bhool** jaate hai laga kar aag seene me bhujana bhool jaate hain
Yeh Laazmi nahi K Hum ko Har Din Yaad Karo Faraaz !!
*Magar **Bhool **Jao Iski Bhi Ijaazat Naheen Tumhain *
Re: Bait Baazi New Edition
ijazzat ho tumhara naam likh lon...
meray dil ka warq sada hai ab tk....
Re: Bait Baazi New Edition
likhna tha kalam se
**likh **diya khoon se,
marna tha maut se
margaye judai se
Re: Bait Baazi New Edition