Bait Baazi Month Of October 2010

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Yay kis nay sehmi hoi fiza maiN humaiN pukara
Yay kis nay awaz di keh aoo udaas logo
Usi ki batooN say ab tabiat sanbhal sakay gi
Kaheen say mohsin ko dhoondh laoo udaas logo

" Wow "

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Woh tera zikar hi tau hota hai
Hoo jahaan bhi gulaab ki baatain …

Next: “Noon”

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

nabi na thay magar insan pay jan chiraktay thay

                        suna hi uglay zamay k log                 achay thay


                        onhon nay muj say kaha tha kisi say lo na laga

                        ojar kay soch raha hun     vo  log    sachay thay

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Yay zaroori to nahi hai aag say jal ja'ay bashr
Kitnay chehrooN ko muqadr hi jhulas deta hai

" Yay "

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

wow very nice choice

  i believe  it

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

yi zaruri to nhi shahar k logo! har bar
mayra, tumhara khon rinaqay bazar banay

     aao yi  aylan karyn aj  shahar k  evano  may
     jo saray dar charhay vohi shahar ka sarda bnay

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

http://www.hallagulla.com/urdu/photo/data/1349/hansi.jpg


Yeh hansi bhi koi naqaab hai jahaan chaaha hum ne gira diya

Kabhi us ka dard chupa gaye … Kabhi apna dard chupa liya … !!!***

Next: “Ye”

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

**Ye Ghum Mera Hai Zamany Uss Ne Muje Choor Deya
Main Nahi Seemaat Saktay Kabhi Uss Ne Aisa Toor Deya

Maery Tanhy Muje Sae Roothy Hai Aisa Ghum Deya
Main Murjhya Phool Hon Sara Rass Nachoor Leya

**

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Agar rakh sako tau ik nishaani hoon mein
Aur keh do tau sirf ik kahaani hoon mein
Rok paye na jis ko yeh saari duniya
Woh ik boond aankh ka paani hoon mein ...

Next: "Noon"

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Na jane kyun hai, lekin dekhne ki tum ko aadat hai...
Meri ye be-wajah aadat churha do phir chale jana

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

aya he tha khayal k ansu chalak pary
ansu kisi ki yad k kitny kareeb thy....!

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Yeh judaeyoon ke raastay bari door tak gaye
Jo gaya phir na aaya meri baat maan jao ...

Next: "Wao"

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

wafa na kia hota
wada to kia hota !

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

wo khwab k dekha na kabhi lay ura neendain
wo dard k utha na kabhi kha gya dil ko

wow

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Ab tau tanhai ka yeh aalam hai 'Faraz'
Koi hans ke bhi dekhay tau muhabbat ka gumaan hota hai ...

Next: "Alif"

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

aik chaand tanha khara raha
teray aasma say zara paray

ye

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Yunhi log issay muhabbat samajh bethay hain
Woh shaks mujhe jaan se pyara hai aur bas ...

Next: "Seen"

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Safar-e-manzil-e-shab yaad nahin
Log rukhsat huye kab yaad nahin

noon

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

na vo shaan-e-jabr-e-shabaab hai na vo rang-e-qahar-e-itaab hai
dil-e-beqaraar pe in dinon hai sitam yahii ki sitam nahiin

Re: Bait Baazi Month Of October 2010

Na jaane kaun hai jis ki talaash mein 'Nasir'
Har aik saans mera ab safar mein rehta hai ...

Next: "Ye"