Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Aur bhi dukh hain zamane main mohabbat ke siwa
Rahatein aur bhi hain vasal ki rahat ke siwa
alif
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Aur bhi dukh hain zamane main mohabbat ke siwa
Rahatein aur bhi hain vasal ki rahat ke siwa
alif
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
inhi chandi kay chamaktay huay jhankaron mai,
cheek uthti hai jawani inhi angaron mai,
zar kay bando nai bara choor macha rekha hai,
sonay chandi kaa yaha jaal bicha rekha hai,
baat ghairat ki jo aii to yuhi taal dia,
sharam ki laash pai dolat ka kafan daal dia.
khuch ziada hi lamba ho gia hai
(alif)
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Aur kuch bhi nahi manga meray malik tujh say
Us ki galion mein pari khak bana day mujh ko
wow
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
wo rotay haiN apni haalat par jo toknay par kabhi kehtay thay,
dil pyaar kay khail tamaashoN say bhar jaey ga tab dekhaiN gay
ye
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Ye kia ke bayaan sab se dil ki halatain karni
Faraz tujh ko na aeen muhabbatain karni
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
ye alag baat ki Gham raas hai ab
is me.n andeshaa-e-jaa.N thaa pahale
yey
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Ye ghazi ye tere pur'israar banday
jinhain tu nay bakhsha hai zoq e khudai
'Ye'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
yeh saja sajaya gher saqi meri zaat nahi mera haal nahi
aye kash kabhi tum jaan sako ju iss sukh ney azaar dia
alif
Ye ghazi ye tere pur'israar banday jinhain tu nay bakhsha hai zoq e khudai
'Ye'
ye pehlay ho chuka
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Usay kaho ke buhat na'muraad shay hai junoon
usay kaho, mujhe hai buhat junon uska
'Alif'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Ab Kay ham bichhray to shaid kabhi khawabon main milain
Jaisay sppkhhay hooay Phool kitabon main millain
Noon
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
nahi hota kabhi jo rabita us say mera mohsin
main khud main doob jata hoon
woh mujh ko mujh main milta hai
yey
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
Ye rung chehray ke aur khuaab apni ankhon ke
hawa chali koi aisi, bikhar na jayen kaheen
'Noon'
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
nafraton k teer kha kr doston k shahar may
hum nay kis kis ko pukara ye kahani phir sahi
i
Re: Bait Baazi Month Of March 2010
YE KIA HUWA KAY BHARE ASMAAN KAY ANGAN SE
BICHAR GAYA JO SITARA HAMARE NAAM KA THA
alif