Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Ay dil kisi ki chashm-e-karam per na kar yakeen
Tujh ko bare khuloos se samjhaa raha hoon mein ...
"Noon"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Ay dil kisi ki chashm-e-karam per na kar yakeen
Tujh ko bare khuloos se samjhaa raha hoon mein ...
"Noon"
Na ganwao nao-kay neem kash dil-e-raiza raiza ganwa dia
jo bachay hain sang samait lo tan-e-dagh dagh luta diaa...
"alif"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Aaj us ne hans ke yun poocha mizaaj
Umer bhar ke ranj-o-gham yaad aagaye ...
"Ye"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
yeh judaaioon k rasty badi door tak gay hain
jo gya woh phir na aaya meri baat maan jaao
"wow"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
wada wo kar k gay hyn ayn gay khuab may **
**maray kushi k neend he na aye to kia karon....
"noon"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Nadeem, jo bhi mulakaat thee adhoori thee
Ke aik chehre ke peeche hazaar chehray thay ...
"Ye"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
yeh to sach hy sab ny mil k diljooi bhi ki thi
apni ruswaai k mazy bhi sab yaaroon ny looty
"yeh"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yeh dastoor zuban-bandi hai kaisa teri mehfil mein
Yahaan tau baat karne ko tarasti hai zubaan meri ...
"Ye"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yeh bhi mumkin hai tumjhe phir na mayassar ho paun,
Yeh bhi mumkin hai ke kal tak meri qeemat gir jaye!
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Ya is tarah milain ke kabhi phir juda na hoo
Ya phir na mil sakain kabhi ... Aisi judai de ...
"Ye"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Yeh kya sitam zareefi-e-fitrat hai aaj kal
begangi shareek-e-muhabbat hai aaj kal
gham hai k aik talkh haqeeqat hai aaj kal
dil hai keh sogwar muhabbat hai aaj kal
"laam"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Log har morr per ruk ruk ke sambhaltay kyon hain
Itne dartay hain tau phir ghar se nikaltay kyon hain ...
"Noon"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Na siyo hont, na khaabon mein jagah do hum ko
Maslihat kaa ye taqaazaa hay Bhulaa do hum ko
Hm haqeqat hain to phr tasleem na karny ka sbab
Haan ager harf-e-ghalat hain to mitaa do hum ko ...
"wow"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Wada woh kar gaye thay aayenge khwaab mein
Maare khushi ke neend na aaye tau kya karun ...
"Noon"
Nazakat nazneeno key bnaney sey nahin banti
khuda jab husn deta hai, nazakat aa hi jati hai
"yeh"
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
******Youn teri wafa pe shaq nahi hai kisi ko
Kisi pe tumko bhi aietbaar karna hoga ...
"Alif"
Us nay bhi izhar ki shiddat maiN chup sadhay rakhi
Main nay bhi kuch kehnay ki khwahish maiN baat chupa di
Is wehshat maiN hanstay bastay jeevan dhool hoay
Us nay ek deewar utha di, maiN nay aik gira di
"Yay "
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
Oya mujhay bhee koi shaar du . . . I wana post too ![]()
Re: Bait Baazi Month Of July 2010
**yeh mana aur bhi tum ko jaha'n main hayn bohut say ghum,
magar duniya kay maylo'n main hamayn mut bhool jana tum
mere ishaa'ar hayn jitnay tumharey naam karta hoon,
ghazal meri suno jab bhi ghazal mein doob jana tum **
I think end word is 'Meem'
^ i think ![]()
Maheenay wasl kay ghariyooN ki soorat ur jatay haiN
Mager ghariyaaN judai ki guzarti haiN maheenooN maiN
Mujhay rokay ga tu ay na khuda kia gharq honay say
Keh jin ko doobna ho doob jatay haiN safenooN maiN
** "Noon "**