Bait Baazi for the month January 2011

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Nuskha-e-marz-e-zindagi ko shaan-e-qudrat ne
Maut ki shakal mein tajweez kar ke bheja hai ...

Next: "Ye"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Yaad e mazi azaab hei Ya Rab
Cheen ley mujh sey hafiza mera

-Alif

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Itna maanus na ho Khilvat-e-Gam se apni
tu kabhi khud ko bhi deikhey ga to dar jaega

"Alif"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Abhi to daman chura rahey ho, biger k kabul sey ja rahey ho
mager kabhi dil ki dhakanoon mei sharek pao, to laut ana

  • Alif

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Is meiN koi shikvaa na shikaayat na gilaa hey
ye bhi koi khat hey ke mohabbat se bharaa hey

"Ye"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Yeh naqsh-e-dard kaise utar jaaye chehray se
Mein ne abhi aap ka ghum dil se utaara nahe
Tere bhi yun kat rahi dareya-e-zindagi mein
Kashti bhi hai maanjhi bhi hai kinaara nahe ...

Next: "Noon"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

**
Na janey kon sa ansu kisi sey kiya keh dey
hum is khayal se nazraiN jhukey beihtey heiN**

"Noon"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

...

Re: Bait Baazi for the month January 2011


*na ja nay weham hay kya ussay mairee taraf say
jo khawab main bhe raat ko tanha naheen aata *

alif

Re: Bait Baazi for the month January 2011

ab koi aye to kehan k musafir to gaya
yeh bhi kehna k bhala ab bhi na jata yaro?

~Wao

Re: Bait Baazi for the month January 2011


*
Woh jo tal jaati rahi sar se bala shaam ke baad
Koi tau thaa ke jo daita thaa dua shaam ke baad ...*

Next: "Daal"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Dekhai diya mujhey to usi ka chehra mir
pari jahan mei ja k nazer jahan meri..

-Ye

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Yun tau meetha hi huw karta hai namkeen nahe
Milta hai gham se tau khud ko badalta hai paani ...

Next: "Ye"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Yaar bhi rah ki deewr samjhtey hein mujhey
mei yeh samjha tha k merey yaar samjhtey hein mujhey

-Ye

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Yunhi baysabab na phiraa keroo, Koi Sham ghar bhee raha keroo
woh ghazak ki sachi kitaab hay, ussay chupkay chupkay perdha keroo
koi hath bhee na milayee ga, jo galay milo gay tappak say
Yeh nayee mizaaj ka shehar hay, yahan fasloon say milla keroo

Re: Bait Baazi for the month January 2011

**voh apane chehare mein sau aftab rakhate hain
is liye to voh rukh pey naqaab rakhate hain

voh paas baithe to aati hai dilruba Khushbu
voh apane honthon pey khilate gulaab rakhate hain

"noon" **

Re: Bait Baazi for the month January 2011

nahi iss khuli fiza mei koi goshay e faraghat
yeh jahan ajab jahan hei, na qafs na ashiyana
teri banda perwari sey merey din guzer rahey hein
na gila hei dostoun ka na shikayat e zamana

-He

Re: Bait Baazi for the month January 2011

Har pal sochta hoon tujhe bhula dunga mein
Teri har yaad ko apne dil se mita dunga mein
Jo tu milega duniya ki bheer mein bhi kabhi tau
Ajnabi ki tarah dekh kar aankhain chura lunga mein ...

Next: "Noon"

Re: Bait Baazi for the month January 2011

na ker nahi nahi, ye wakt nahi nahi ka
teri is nahi nahi ney mujhey chora nahi kahin ka :smack:

-Alif

Re: Bait Baazi for the month January 2011

ab tera zikar bhi shayad hi ghazal mein aaye
aur sey aur hoay dard ke unwaaN janaaN

"noon"