KKF
January 24, 2011, 12:05pm
461
Re: Bait Baazi for the month January 2011
wuh shorishein nizaam-e-jahan jin k dam se hai
** jab mukhtisar kia inhein Insaan bana dia**
** kehte hain ik fareb-e musalsil hai zindagi**
** isko bhi waqf.e hasrat-o harmaan bana dia**
**waah bhai waah...bahot Khoob :)
ab wohii sho'la-e-bae_taab hai rag_rag meN merii
phoonke detii thii kabhi taabish-e-meenaa mujh ko
AsGhar GonDvii
WAAO se**
Re: Bait Baazi for the month January 2011
wo naghma bulbul-e rangeen nawa ik bar ho jae
** kali ki ankh khul jae chaman bedaar ho aje**
** chala jata hoon hansta khelta moj-e-hawadis se**
** agar asaanian hon zindagi dushwar ho jae**
jiia
January 24, 2011, 1:02pm
463
Re: Bait Baazi for the month January 2011
yahan kisi ko b hasbay arzo na mila
kisi ko ham namilay koe hmay na milA
ALIF
ehsan
January 24, 2011, 1:08pm
464
Re: Bait Baazi for the month January 2011
wah, buhat achhay. :k:
ehsan
January 24, 2011, 1:12pm
465
Re: Bait Baazi for the month January 2011
**Aab ehsaas teri berukhi ka yun mitaayein gay
Ay kumnigah hum bhee tujhe bhool jayein gay
"Yeh"
**
jiia
January 24, 2011, 1:17pm
466
Re: Bait Baazi for the month January 2011
ehsan:
wah, buhat achhay. :k:
thanks ehsan
jiia
January 24, 2011, 1:23pm
467
Re: Bait Baazi for the month January 2011
yad ae hy to phir tut k yad ae hay
koe guzre hue manzil,koe bhuli hue dost
ab b aey ho to ehsan tomhara laykin
vo qiyamat jo guzarni thi guzar bhi gae dosT
TAY
Amal
January 24, 2011, 1:37pm
468
Re: Bait Baazi for the month January 2011
*Tishna-lab hooN magar azm wohi hey mera
meiN chahata huN kuwaN mujhey talash karey
*
"Ye"
sayyma
January 24, 2011, 6:32pm
469
Re: Bait Baazi for the month January 2011
v nice sayyma,
nuktah waron ne hum ko samjhaya khas bano or aam raho
mehfil,mehfil suhbat rakho,dunya mai gumnaam raho...
thnx shazia
haalaat hee aisy hain keh khamosh hoon wagrna
poushida mery seeny main jazbaat boht hain
NOON.
fara
January 24, 2011, 7:24pm
470
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Na-janay Kaun Duaoo'N Main Yaad Rakhta Hay...
Main Doobta Hoon Samunder Uchaal Dayta Hay...
Amal
January 24, 2011, 7:24pm
471
Re: Bait Baazi for the month January 2011
**sayyma ji **welcome to bait bazi
Yunhi mere pehloo meiN chala aata hey akser
wo dard jissey meiN ne pukara nahi hota
“Alif”
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Ab k hum bichray to shayed khuabon main milain
jis tarah sookhay huay phool kitabon main milain
Amal
January 24, 2011, 8:13pm
473
Re: Bait Baazi for the month January 2011
*NadaamateN hon to sar baar-e-dosh hotaa hey
'Faraz' jaaN ke evaz aabaruu bachaa le jaa *
"Alif"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Us roz jo unko dekha hai,ab khuwab ka alam lagta hai
Us roz jo unse baat hui woh baat bhee thi afsana kiya?
Amal
January 24, 2011, 8:22pm
475
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Aaj tak apni be'kali ka sabab
khud bhi jaana nahi keiN tujh sey kaheiN
"Noon"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Na ye k woh chalay to kah-kashaan si reh-guzar lagay
magar woh saath ho to phir bhala bhala safar lagay
Amal
January 24, 2011, 8:27pm
477
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Ye be'nagawaari pehley nahi thi
kaho tum bhi kisi ke ho gaey kya!
"Alif"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Aey meray Khuda Taqdeer ko Itna to Bataya hota
** dukhon Ke Pahaar InsaanOn Pe giraaye nahi Jaate**
Amal
January 24, 2011, 8:38pm
479
Re: Bait Baazi for the month January 2011
**Ye wafa ki sakht raheiN ye tumhare paaye nazuk
na lo intiqam mujh se mere saath saath chal ke
"Ye"
**
Re: Bait Baazi for the month January 2011
yun Jaan di Wafa mein K Qaatil tamaam Umr
** Dil Ki Adaalton mein Saza dhoondta raha**