Re: Bait Baazi for the month January 2011
Aaye hain wohi mere ghar ko jalaanay
Mein jin ke charaghoon mein lahu ban ke jala hoon ...
Next: "Noon"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Aaye hain wohi mere ghar ko jalaanay
Mein jin ke charaghoon mein lahu ban ke jala hoon ...
Next: "Noon"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
*Nai rutoN ki himaayat na kar saka haasil
ajeeb shakhs hey guzrey dinoN ko rota hey
*
"Ye"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
yeh kuch din hain kai us ko yaad har aik shaam karna hai
phir apni dil ki basti main usye gumnaam karna hai..
Re: Bait Baazi for the month January 2011
yeh kuch din hain kai us ko yaad har aik shaam karna hai phir apni dil ki basti main usye gumnaam karna hai..
Awesome BY..
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Ye jo paani meiN chala aaya sunehra sa gharoor
us ney darya meiN kaheiN paaoN utaara ho ga
"Alif"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
amjab wo ankhain jheel si gehri to hain magar
un me koi bhi aqs merey naam ka nahi
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Ye hum hi heiN ke tera dard chupa kar dil meiN
kaam dunya ke ba'dastoor keeye jaatey heiN
"Noon"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Nama hai dil jaloon ka zara bach k kholna…. **
** Aaaheen bhari hain is main kaheen hath jal na jaye
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Ye kinaaroN sey khileney waaley
doob jaaeiN to kya tamaasha ho
"Wao "
Re: Bait Baazi for the month January 2011
*wo jo ham me tum me qaraar thaa tumhn yaad ho ke na yaad ho *
** wohi yaani waadaa nibaah ka tumhen yaad ho ke na yaad ho **
Re: Bait Baazi for the month January 2011
*Waqt ke aek kankar ney jis ko akson main taqseem kia
aab-e-rawaN meiN kese Amjad ab wo chehra jorooN ga
*
"Alif"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
aaj kii raat bhii guzarii hai merii kal kii tarah
haath aaye na sitaare tere anchal kii tarah
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Har ek naqsh pe thaa tere naqsh-e-paa ka gumaan
Qadam qadam pe teri rehguzar se guzray hain
Na-jaane kaun si manzil pe jaa ke ruk jaayain
Nazar ke qaafilay deewar-o-dar se guzray hain ...
Next: "Noon"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
neend aye na aye charaghon ko bujha dia karo MOHSIN
raat bhar kisi ka jalna hum se dekha nhi jata...
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Ab shahar meiN us ka badal hi nahiN koi wesa jaan-e-ghazal hi nahiN
aewaan-e-ghazal meiN lafzoN ke guldaan sajaooN kis ke liye
"Ye"
Re: Bait Baazi for the month January 2011
yaa rab dilemuslim ko woh zinda tammana dey
jo qalb ko garma dey jo rooh ko tarpaa dey
"Yey: Yarab yeh yeh ke ilawa koii aur lafz bhi beit baazi mein dey ![]()
Re: Bait Baazi for the month January 2011
pakistan may baythay apnay sun piaron k naaaam
YIkia bicharna k sham hotay hi apnay piaron mi lot aanaa
kabi jo lamba safar hua to mohabbaton ka pata chalay ga WASI SHAH
:alif:
Re: Bait Baazi for the month January 2011
aaii na phir nazar kahiin jaane kidhar ga_ii
un tak to saath gardish-e-shaam-o-sahar ga_ii
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Yeh acha hai k apas k bharm toot'ney na pai'n
Kabi b doston ko azma' ker kuch nahi milta
Re: Bait Baazi for the month January 2011
Lovely…:k: isi ghazal ka aek aur sheir:
Wo jis ki khatir zamaney bhar ko bana rahey ho tum apna dushman
wohi na apna agar huwa to mohabbatoN ka pata chaley ga!