Re: Bait Baazi --- February 2011
na howa wasal naseeb ab k baras b
ye saal b taQdeer se lartayy guzaR gyaa
is baras b aankh`N kii wehshat na gayee Sahar
ik umeR ka haasil tha, jo khwaab ujaR gyaa
"alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
na howa wasal naseeb ab k baras b
ye saal b taQdeer se lartayy guzaR gyaa
is baras b aankh`N kii wehshat na gayee Sahar
ik umeR ka haasil tha, jo khwaab ujaR gyaa
"alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
Us ne kaha tha apna banakar chorooN ga
phir hwwa bhi yehi, us ne apna bana kar chor dia
"Alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
Us ne kamaal kia aur mae ne hadd ker dii
k khud badal gaya, us kii nazaR badalnayy tukk
:kaaf"
Re: Bait Baazi --- February 2011
Kash wo ik mauqa deta baat kerne ka Saagar
hum un ko bhi rula dete un ke sitam suna suna ker
"Rey"
Re: Bait Baazi --- February 2011
wow ;) nice shair Amal
roonay se kia haasil ay dil-e-saudaaii
ankho`N kii b ruswaii, daman kii b ruswaii
hum log samandar k bichre hoay sahil hien
is par b tanhaii, us paar b tanhaii
Re: Bait Baazi --- February 2011
**wow ;) nice shair Amal
Shukriya...bas kabhi gharoor nahi kia meiN ney :D**
Re: Bait Baazi --- February 2011
:p "yey" se shair post kerien ab !! :p
Re: Bait Baazi --- February 2011
<!--[if gte mso 9]>
*nazar khayaal say aagay tou ja nahi saktii *
*diloN kii ramz faqt ahl-e-dard jaantay haiN *
**terii samajh meiN merii baat Aa nahi saktii
ye''
**
Re: Bait Baazi --- February 2011
ye hijr hai to iska faqat wasl hai ilaaj
hum ne ye zakhm waqt ko bherney nahi dia
"alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
<!--[if gte mso 9]>
abhi kehna chaha tha haal-e-dil..,tu bhi chal diya mujhey chohr kar
<!--[if gte mso 9]>
meiN milooN gii tumko wahin kaheeN..,ussi raah meiN , ussi moR par
re''
Re: Bait Baazi --- February 2011
Raat bhar ki dil-e-betaab ne baateiN mujh se
mujh ko is ishq ke beemaar ne sone na diya
"Alif"
Re: Bait Baazi --- February 2011
*YaqeeN gumaan say baahar tou ho nahi saktaa *
*nazar khayaal say aagay tou ja nahi saktii *
*diloN kii ramz faqt ahl-e-dard jaantay haiN *
terii samajh meiN merii baat Aa nahi saktii
ye''
yeh be rangeeniyaan kab tak aay hussan rangeen
idher aa tujhy ishq main choor kar doon
too ughar samnay ho to main be khudi main
sitaroon ko sajdy peh majboor kar doon
next noon
Re: Bait Baazi --- February 2011
<!--[if gte mso 9]>
**tu saamane thaa aur tasavur Khudaa kaa thaa
alif''
**
Re: Bait Baazi --- February 2011
** ab to veshat main her ek lafz ulta nazar ata hai**
** muj ko mujhoon nazar ati hai laila nazar ata hai**
** ye **
Re: Bait Baazi --- February 2011
<!--[if gte mso 9]>
*tanhaiyoN ka zehar hey aur hum heiN dosto
*
*wao''
*
Re: Bait Baazi --- February 2011
**woh musaafir hee khuli dhup kaa tha
saaye phailaa ke shajar kyaa karte
"yey"
**
Re: Bait Baazi --- February 2011
*ye kis maqaam pe pahunchaa diyaa zamaane ne
k ab hayaat pe teRaa bhii iKhtiyaar nahiin *
"noon"
Re: Bait Baazi --- February 2011
Naam likhtey heiN tera likh ke mitta detey heiN
hum yuNhi dil ko mohabbat ki saza detey heiN
"Noon"
Re: Bait Baazi --- February 2011
na-janay kis khata per yoon khafa mehsoos hota hai
woh meRe paas hai lekin juda mehsoos hota hai
"ye"
Re: Bait Baazi — February 2011
ye hum hii jaantayy hein Judaaii k morr per,
is dil ka j0 b haal tujhe dekh ker h0wa
:alif: