Re: Art/Gallery forum
unn kaY iss juaab par hum shash-O-punj maiN paR gaye … phir khud hee dil ko tassli day kar Ghalib marhoom-o-maghfoor kay iss sher kaa virad apni zubaan par jaari kiyaa
dil kaY behlaanay ko Ghalib yeh khiyaal acha hai
laikin doosraa misraa bhool gaye
yaad aanaY par ijaazat chaahi
aur phir haath hilaataY huaY rukhsat huaY
(Aik din Art Gallery kaY saath - AQ Waraich) ![]()