Bait Baazi --- February 2011

Re: Bait Baazi — February 2011

hahaha…maiN ne ek baar is tarz kii bait baazii par apnii ek muKhlisaana aur aajizaana raaye di thii k iskii agar haiyat badal dii jaaye to mazaa aayegaa magar merii raaye kisi ko pasand hii nahiiN aayii…is liye maiN ne Hissa lenaa hii chhoR diyaa…aapke she’r ko dekh kar daad dene chalaa aayaa bas :slight_smile: