...Badshah Salamat/Shikra... [Merged]

Matlub keh Aish. ki competitor aa gayi :bummer:

Waise hum bhi bata dein aap ke competitor Abhishek hain :snooty:

Mujhe yeh samajh nahi aati larkiyon ko abhishek mein kia acha lagta hai :smack: Aur haan, deepika itni garam hai k aik dafa meney ussey haath lagaya tou meri fingers aur haath k baal jal gaye :bummer:

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

:smack: Mujhe kahan acha lagta hai main to Aish. ki baat ker rahi thi :rotfl:

Bari chalak ho :naraz:

:aq: acha

:mad: KHAMOOSHHH kis ki itni jurrat ke hamaray hotet hue baat kare

ma ke dua jao parda karo:mad:

SHIKRAAA utho ja ke khidmat-e-kewaan karo.

dewaar main chunnwa doon ga anarkali:o

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

Kia hogaya :sleep2:

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

:aq:ghazab ho gea

Woh kaise? :blush:

Apne dil se pochiye kia aap yeh zulm ker sakte hain? :bummer:

:hmmm:

woh aisay k arz kiya hai.

Zaalim nazron sey tum na mujh ko dekho marr jaaonga
oh jaan-e-jaanan marr jaaonga :

:blush:

:mad: haan hum kuch bhi kar saktay hain

Shikra:mad:

:omg:

Maine aisa kia kerdia? :bummer:

Kee hogaya ay badshah salamat, tuwaadi pooch tey kinney pair rakh ditta ay :bummer:

Mujhe chupke chupke dekh k jab tum youN hansti ho
achi lagti ho :shikra:

:rotfl:

Larkiyan mean hoti hain, larkon ko thandi aahein bharta dekh kar khush hoti hain :frowning:

hum baadshah hain jab chahe ghussa kar saktayhain:snooty:

Aalijah, aapki yahi adaa’ein hamey bhaa gayi hain :shikra:

Hum mean nahin hoti hain :snooty:

Re: …Badshah Salamat/Shikra… [Merged]

Larke ko bhi ali jah kehte hain? :confused: