Bachay Man Kay Sachey

innocence is bliss? bachay masoom hi achay lagtay hain? magar aj kal kay bachay itnay chalak kis tarha horahay hain..

Re: Bachay Man Kay Sachey

bohat bori baat hai no one has anything to say

Re: Bachay Man Kay Sachey

Aisha ki bachi Dal Dal kachi
abb khush

Re: Bachay Man Kay Sachey

nahi khush yeh kia baat hoyi ahn:naraz:

Re: Bachay Man Kay Sachey

to abb main tumhay kaisai khush kerooooo
kahoooo to apni tasweer dekhoo :smiley:

Re: Bachay Man Kay Sachey

dekhoo nahi dekhayoon:naraz:

Re: Bachay Man Kay Sachey

nahi dikha sakta na, mujhai saram aa ker chali jati haiN:blush:

Re: Bachay Man Kay Sachey

agar sharam akar chali jati hai to is mai masla kiya hai ahn?:expressionless:

waisay sharam hota hai saram nahi:rotfl:

Re: Bachay Man Kay Sachey

:wave:
kia kehna ha yis thread mai :blush:

Re: Bachay Man Kay Sachey

kiyon kuch acha kaha hai mainay kia?

Re: Bachay Man Kay Sachey

ja ker wapis aa jati haiN na :bummer:
jissay Sharam aaye voh shermaiye mujhai to saram aati hai aur mai sarmaoo ga :snooty:

Re: Bachay Man Kay Sachey

acha theik hai bhi :smack:
saram go gori malo babu and show me the pic:naraz:

Re: Bachay Man Kay Sachey

mai kiya kerooooo jab bhi camera set ker kai picture lainay ki koshish kerta hoo camera meri shakal dekh ker bhag jata haiN :bummer: kumbhacht pic bena nai hi nahi daita

Re: Bachay Man Kay Sachey

bahanay dus bahanay kar ke bar ha raha hai mera blood pressure:mad2:
anyways u might not be that photogenic:halo:
:rotfl: