>>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

**
:hmmm:
baat tou ghamghir hai …
**

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

us ki bhi baat sunno na .. wo keh rahi hei us ko nasha ho gaya hai … tum sab ko baat ki pari hai ..:khumar:

baat meri suniye tho zara…

aisay hum nahi hai lekin agar hum aisay ho bhi tho kya hua

:chai:

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

Suniye Tho…:sheyn:

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

ji sunayee kal hum so gaye the aur ap ki baat na sun sakay

:princeali:
:femme:
:sadaf:

aaj phir aap kai saath yehi honay wala hai jee :sahar02:

yeh baat jo shurroe hui hai, agli sadi sai pehlay complete honay wali nahin hai .. i tell you :sunnyboy:

Kehna hi kya …ab kya karein, kya naam lein …:chai:

aisay kamoon mein aisa hi hotha hai…:chai:


Kehdoon tumhain ya chup rahoon …dil mein mere aaj kya hai…:sheyn1:

agar aisi baat hai to hum bhi is peheli ko suljhaya bina nahi rhain ge.

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

zindagi kaisi hai peheli , kabhi ye hansai kabhi ye rulai......

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

Its not Zindagi ... its called 'Piyaaaz' ... u cut it and u cry :D

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

ek din sapnoon ka rahi , chala jai sapnoon se agay kahan :chai:

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

Are you on crack :bummer:

Disclaimer: I am not saying crack is bad :k:

:smiley:

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

nasha sharab mein hotha tho nach thi botal
maikadey jhoom they paimanoo mein hothi hulchul…



nasha mein koun nahi hai ,mujhey batao zara
kisey hai hosh mere samney tho lao zara…



nasha hai sab ko magar rang nashay ka hai juda :chai:

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

Indiano-Movio-Phobiaaaaaaaaaaaa :smack:

ewwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwwww

:vivo:

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

:@:

… kaisi behki behki baatein ker rahi ho … :bummer:

Dacter sab keh rahe hien ki espresso ki drip lagaani pare gi … :swh:

Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<

Baat to wahi ki wahi reh gai

Baatein kuch ankahee se , kuch ansuni se honay lagi :hinna: