Buriiii baaattt :nono:
what ??? ![]()
akhir app maan hi gay ke baat hair raaz ki
ab phir
khayal hai ke app baat ka mudda bayaan kar hi dijiye aur is raaz-e-pusheeda se parda utha hi dijiye
Iss raaz ko aap aj he khol dijyee zaara
Nahi samajh mein ay meri baat tho nahi sahi........:@:
Nice guess … sukar karain app ko asal baat abhi pata nahi ha ![]()
Kahaiye Aap ko hai kehna kya ![]()
ab ttalain mat jahaan tak mujhay yaad hai baat ap hi bolain ge. i mean raaz-e-posheeda kholain ge
Kahoon ... :ASA:
Aap ko agar khayal hai............
tho ye baat saaf hai ke hum ko dekh ke Aap ko nasha sa hogaya hai .....:@:
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
wah nashaa
nasha ye pyar ka nasha hai
yeh meri baat yar manoo
nashe main yaardoob jao
rahoo na hosh main deewano
aur ab daroo na peena shuruh kar dena
sirf pyar ka nahsha
Aur haan nasha hi bola na ap ne
Nisha to nahi?
Hum kisi ka Dil bhi thor dey ,kisi ko adhay raastay mein chordey tho us ko bhi duniya kehthi hai Ada ![]()
Aap ko apna jawab milgaya , boliye kaisay aap ko laga ![]()
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
^^kisi ke paas koi jawab nahi raha :p
^^kisi ke paas koi jawab nahi raha :p
Badoon ko agay se jawab dena nahi seekha hum ne
^^kisi ke paas koi jawab nahi raha :p
tuu khood he bata du na :@:
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
**
iss raaz say kissi ney parda uthaya?
**
** iss raaz say kissi ney parda uthaya? **
*Originally Posted by sheyn *
tho ye baat saaf hai ke hum ko dekh ke Aap ko nasha sa hogaya hai .....