***Meri Baat Sun Ke Ye Bataiye ke ISS ke baray mein Aap ka hai khayal kiya ***
:sheyn:
***Meri Baat Sun Ke Ye Bataiye ke ISS ke baray mein Aap ka hai khayal kiya ***
:sheyn:
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
yee to baat pe hai ke baat kaisi ho gi
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
khayal hai ke app baat ka mudda bayaan kar hi dijiye aur is raaz-e-pusheeda se parda utha hi dijiye
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
Dekhiye mein keh rahi hoon …baat meri suniye tho zara ! ![]()
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
ji ji bohat maza aya aur phir ?
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
**
baat kia hai :boxer:
**
khayal hai ke app baat ka mudda bayaan kar hi dijiye aur is raaz-e-pusheeda se parda utha hi dijiye
dekho hum aisay nahi hai , lekin hum agar ho aisay bhi tho is mein kya hua ?
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
ji baat yeh hai ke main noodles coock kar raha hoon. laundry kar ke aya hoon bahir snow bohat hai aur sab ko kehna hi bhool gaya happy new year
ab kya sunai…
dekho baat saaf hai …![]()
ji baat yeh hai ke main noodles coock kar raha hoon. laundry kar ke aya hoon bahir snow bohat hai aur sab ko kehna hi bhool gaya happy new year
dekho agar aisa hi raha phir.......
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
jo bhi hai ap ki baatain bohat mithi hain ji karta hai lasi main khand ki jagha daal kar pe jaoon
Re: >>> Baat Meri Suniye Tho Zara <<<
**
hey KK .... sup ?
**
choriye ab kehnay aur sun’nay ko baqi ab raha kya ![]()
jo bhi hai ap ki baatain bohat mithi hain ji karta hai lasi main khand ki jagha daal kar pe jaoon
dekhiye zara se baat ko barha ke dastaan banjayega ....