Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
apnay walay n meray liye banayein na
samjha karein ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
apnay walay n meray liye banayein na
samjha karein ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
hai hum logon ki problems bilkul ek jesi hain. ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
aww ju aunties r soo cute ![]()
im missin sadaf aunty now ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
choreste- badaaam :shoaby:
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
saab married loggon ki problems aik jaisee hotee hain:D
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
I am seriously considering counseling.
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
^
merai sai:blush:
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
O nai oye kisi professional say.
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
itnay mehngay mehngay nuskhay kaun batata hay tumhain ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
aik puraanaa dhaagaa ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
mai nay tu prescription nai likhaa tha ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
tumhain tu likhna hi nahi ata
koi nai baat karoo
![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
I agree, and karwa badaam khanay se na sirf chodah tabaq roshan ho jatay hain balkeh I have heard its poisonous enough to kill a horse ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
rumours
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
likhna nai aataa na
magar likhwaanaa tu aata hai ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
ji have so I thought, kionke pakistan main to sab hi badaam jo mithaie walay ya bakery walay istemal kartay hain karway hi hotay hain ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
aur waisay bhi kiss kay paas itnay paisay hain kay GhooRay ko badaam khilaiey ![]()
CB:
tum apni chiTHiyaaN kissi aur say likhwati ho ?
![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
haan na. all those letters as well ![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
cell phone nahi hay ?
![]()
Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~
ab chithi kay ander gulaab ka phool rakh kar bhaijnay ka tu koi substitute nai hai na ![]()