~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

eeewww AQ you like outside desi food.well i think haar bad cook nai aa kai ider restaurent khool liya hai:naraz: khanna tou lahore ka hotta hai khanai wala:love:ider ki hoteling sai behtaar hai insaan ghar mai bana lai..for that national and shan masalai rocks:D

seekh loo aggai beeta kaam aai gah:wink:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

no no.. once in a while.. kabhi pakaanaY kaa dil naheeN bhee chaahata naa :(

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

whats my wife gonna be for then :naraz:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

abaY khaana pakaana naheeN aaYe gaa tau wife hee naheeN millaY gee:omg:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

aaj kiya pakaya :clown:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

vegeterian pizza:blush:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

^
:hehe:

well said.

jokes aside i agree AQ kabhi wakai pakanai ka dil nahi karta plus kabhi apnai haath ka khanai ka bhi nahi dil karta:bummer:uss din i visit my neighbors exact on dinner/lunch time:devil:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

woh tou mainey bhi order kiya thaa :hula:

SheeN: u tellin us .. :teary1: I have been eating pizza for a week now :teary2:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

i make my own dishes :sadiyah:

maslLan aloo gobhe with lil ranch :yummy:

try karna apny kharchay pay :khumar:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

mera tau kabhi bhi pakanay ka dil nahi karta. :(

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

pakKa pakaya jo mill jata hoo gaa

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

tum bilkul merai pai gahi hoo:hehe:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

awww sajal aunty … husband hain na :hugz:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

aunty jo huwi :clown:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

Phir tum kia karti ho sheen jab bhooka daftar say
aa k khana mangta hai? :frowning:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

haan na :blush:
the other day he even put up the pictures i had been asking him for ages.

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

nahi ammi tau kab ki wapis chali gayeen

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

chalo fir shabash chaiti chaiti meray liye n husband kay liye khana banaou .. bhook laggi hai :chai:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

neighbors zindabad:yahoo:

uss kai khaan jooga lai aoo:devil: apun ka kiya hai slice kha liya:halo:

Re: ~ Baadaam Khaao te Jaan banaao ~

tumharay husband k liye mai kyon khana banaoon??? :mad: