Koyal
1
***
batao koun tha’ kaisa tha’ jis say silsila thehra?
kaha’ ker k wafa ka khoon aakhir baywaffa thehra
bhala pholooN say bhanwaray kis zaban maiN baat kertay haiN?
kaha’ khushbo say khushbo ka anokha raabta thehra
zara batlaoo ik anjaan per itni inayet kioN?
kaha’ dill kay saheefay may yehi to mojza thehra
suno kaisa lagga os shaks say milna’bicher jana?
milla to ajnabi tha’ woh bicher ker aashna thehra
bhala mehboob soo perdoon maiN be kioN ker numaya hay?
azal say taa-abadd dil kay’ wo kaabay ka khuda thehra
palat ker her taraf say kioN nazar os shaks per thehri?
waffa kay silsilon ki wo’ musalsal intiha thehra
pore ghazal he lajwab hai .. :k: :k: ..
palat ker her taraf say kioN nazar os shaks per thehri?
waffa kay silsilon ki wo’ musalsal intiha thehra
beautifullll …
..
K_Khan
3
Re: azal say taa-abadd dil kay’ wo kaabay ka khuda thehra

Very Nice G :halo:
reet
4
palat ker her taraf say kioN nazar os shaks per thehri?
waffa kay silsilon ki wo’ musalsal intiha thehra
gr8 stuff…
Koyal Ji,
Nice One and thanks for sharing.
Nazar aakhir Nazar hai be irada uth gayee hogee
Beautiful ghazal koyal jee :~)
thx for sharin
who is the poet :-|
koiDost
7
Bahut Khoob Koyal Bee Bee :k:
Thanx for sharing

Re: azal say taa-abadd dil kay’ wo kaabay ka khuda thehra
simply beautiful :k:
Koyal
12
Re: Re: azal say taa-abadd dil kay’ wo kaabay ka khuda thehra
thanks G
Koyal
13
thanks..
but it’s not a stuff it’s gazal 
Koyal
14
hmmm seriously be-irada nazar uthna achi baat nahi :roman: glasses pahan k rakha karen..
Koyal
15
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
Beautiful ghazal koyal jee :~)
thx for sharin
who is the poet :-|
[/QUOTE]
thanks hecker..poet wo nahi hia jo ap samj rehi..:D
Koyal
17
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Nice.
[/QUOTE]
hmmmmmmmmm
Koyal
18
[QUOTE]
*Originally posted by Aceones!: *
beautiful
[/QUOTE]
:)
Koyal
19
Re: Re: azal say taa-abadd dil kay’ wo kaabay ka khuda thehra
oh Really wesay simple nahi hia ghor se parhiey kafi mushkil likhi hia 
Koyal Ji,
Glasses steamup ho jayiN to uttarni parti aur iss darmiyaan nazar utth jaye to !!!111