azal say taa-abadd dil kay' wo kaabay ka khuda thehra

[QUOTE]
*Originally posted by Saqi_the_angel: *

Koyal Ji,

Glasses steamup ho jayiN to uttarni parti aur iss darmiyaan nazar utth jaye to !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!111
[/QUOTE]

hmmmmm steamup ye kia umer ka taqaza hia jo ap ki glasses steepup honay lagi :D

Koyal ki bachi, I’m gonna kill ya :flower1::flower1: woh bhee phoolooN se:flower1::flower1:

Amal ki nahi hai ye :halo:

:smiley:

beautiful :k::k:

haiN koyal ki bachi …wo tu yahan nahi nahi :stuck_out_tongue: abhi koyal khud he bachi hia :smiley:

nahi ye Amal ki nahi hia..:)ye kisi kanwal ki hai :slight_smile:

thanks viv…:slight_smile:

andaz Amal jaisa laga tha :hehe:

bery bery good koyal je :)

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

haiN koyal ki bachi ...wo tu yahan nahi nahi :p abhi koyal khud he bachi hia :D
[/QUOTE]

Koyal,

Aap ki khair nahiN!!!!!!!1

Saqi

andaaz ho baho tero awaz-e-paa ka tha
bahar niqal k dekha tu jhoonka hawa ka tha

ap ki si baat pe ye sher yaad aia :stuck_out_tongue:

[QUOTE]
Originally posted by *Masoom Muskaan: *
bery bery good koyal je :)
[/QUOTE]

:(

nice shair :k:

i miss Amal :frowning:

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

andaaz ho baho tero awaz-e-paa ka tha
bahar niqal k dekha tu jhoonka hawa ka tha

ap ki si baat pe ye sher yaad aia :p
[/QUOTE]

jo ruke to koh-e-garaa.N the ham, jo chale to jaa.N se guzar gaye
rah-e-yaar ham ne qadam qadam, tujhe yaadagaar banaa diyaa

terii har chaap se jalate hai.n Khayaalo.n me.n chiraaG
jab bhii tuu aaye jagaataa huaa jaaduu aaye
tujhako chhuu luu.N to phir ae jaan-e-tamannaa mujhako
der tak apane badan se terii Khushbuu aaye
tuu bahaaro.n kaa hai unawaan tujhe chaahuu.Ngaa

Koyal very nice yaar :)

me too…but nahi why we miss him since he never care about us …:smiley:

[QUOTE]
*Originally posted by Saqi_the_angel: *

jo ruke to koh-e-garaa.N the ham, jo chale to jaa.N se guzar gaye
rah-e-yaar ham ne qadam qadam, tujhe yaadagaar banaa diyaa

terii har chaap se jalate hai.n Khayaalo.n me.n chiraaG
jab bhii tuu aaye jagaataa huaa jaaduu aaye
tujhako chhuu luu.N to phir ae jaan-e-tamannaa mujhako
der tak apane badan se terii Khushbuu aaye
tuu bahaaro.n kaa hai unawaan tujhe chaahuu.Ngaa

[/QUOTE]

nice sher specially pahlay wala is one of my fav..:)

[QUOTE]
*Originally posted by irem: *
Koyal very nice yaar :)
[/QUOTE]

wo aieen gali main hamarey khuda ki qudrat
kabhi hum un kabhi apnay ko ankhin phaar phaar k dekhtey haiN

thanks irem kesi hain ap kahan hoti ap tu bhool he gain na :(

Koyal, aisa nai ho sakta k mein bhool jaaon yaar… i never forget my friends ever :flower1:

bas idhar udhar hi hoti hoon… :slight_smile:

lemi PM u :slight_smile:

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

wo aieen gali main hamarey khuda ki qudrat
kabhi hum un kabhi apnay ko ankhin phaar phaar k dekhtey haiN

thanks irem kesi hain ap kahan hoti ap tu bhool he gain na :(
[/QUOTE]

Koyal Sarey shehr ka satiyanaas kar diya.

it's like this:

woh aaieen GHAR maiN humaray khuda ki qudrat
kabhi hum un ko aur kabhi apnay GHAR ko dekhtay haiN

Ma'azrat ke sath

Saqi