http://sphotos-h.ak.fbcdn.net/hphotos-ak-prn1/s480x480/544797_302479959864732_210278169_n.jpg
Re: Ayee Hayee
yeh adaayeN "KAAM" hii nahiiN kareNgii bal k "KAAM TAMAAM" kar DaaleNgii! :D
Re: Ayee Hayee
isi liye kaha ayee hayee :D
Re: Ayee Hayee
:k:
Re: Ayee Hayee
aisii Haalat meN** ‘aye haye!’** nahiiN bal k ‘haaye haaye!!!’ kahte haiN…baa’is-e-shiddat-e-sozish-e-zaKhm se! ![]()
Re: Ayee Hayee
![]()
Re: Ayee Hayee
bus yehi kasar baqi reh gayi.. jald haye haye bhi ho jaye ga ![]()
Re: Ayee Hayee
es zakhm ke waja
mohabat e nadeeda o by-daad o by-reham
wali azafat bhi honi chaheay , nahi?
![]()
Re: Ayee Hayee
es zakhm ke waja
mohabat e nadeeda o by-daad o by-reham
wali azafat bhi honi chaheay , nahi?
:D
mere Khayaal se Ghalib kii shaa'irii se ziyaada izaafat kisii aur shaa'ir kii shaa'irii meN nazar nahiiN aataa...kia KHayaal hai aapkaa? :)
Re: Ayee Hayee
![]()
Re: Ayee Hayee
![]()
Re: Ayee Hayee
hausla rakho
Re: Ayee Hayee
mere Khayaal se Ghalib kii shaa'irii se ziyaada izaafat kisii aur shaa'ir kii shaa'irii meN nazar nahiiN aataa...kia KHayaal hai aapkaa? :)
zayda tar aisa hi ha jesa ap ne kaha, lekn meer ki shayri ma bhi bohat ha
Re: Ayee Hayee
adaen dikha ke to kaam tamaamkia jata hai
Re: Ayee Hayee
haN, ab Meer ‘Khudaa-e-suKhan’ yuN hii to nahiiN kahlaate aur unkii zabaan-daanii kaa Khud Ghalib ko ai’taraaf thaa:
**
reKhte ke tumhiiN ustaad nahiiN ho, “Ghalib!”
kahte haiN! agle zamaane meN koii “Meer” bhii thaa!!!**
Ghalib phir bhii apne ko ustaad kahne se nahiiN chooke…![]()